SEARCH RESULTS
Showing search results for "Gussa"
Ghazal MATCHES FOR "Gussa"
Ghazal
mai.n ek kirdaar se ba.Daa tang huu.n qalamkaar
mujhe kahaanii me.n Daal Gussa nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
ai shauq kii bebaakii vo kyaa terii KHvaahish thii
jis par unhe.n Gussa hai inkaar bhii hairat bhii
Hasrat Mohani
Ghazal
Gam-o-Gussa o ranj-o-andoh-o-hirmaa.n
hamaare bhii hai.n mehrbaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
inkaar kar ke KHud hii mai.n apne vajuud kaa
Gussa utaartaa huu.n mai.n apne vajuud par
Jahangeer nayab
Ghazal
zariif abruu Gazab Gamza Gussa Gaur Gazal
ghamanD qaus qazaa ishq tanz niim saKHii
Shahzad Qais
Ghazal
divaane sar ko tirii chaukhaTo.n pe maare.nge
par apnaa Gussa Gazal par nahii.n utaare.nge
Vikram Gaur Vairagi
Ghazal
ise Gussa na samjho 'azm' ye mere lahuu me.n
musalsal zabt karne kii rivaayat ro rahii hai
Azm Bahzad
Ghazal
shab-e-KHalvat vahii hujjat vahii takraar rahii
vahii qissa vahii Gussa vahii inkaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
gar zikr-e-vafaa se yahii Gussa hai to ab se
go qatl kaa vaada ho taqaazaa na kare.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
kaise kaise mujhe be-saaKHta milte hai.n KHitaab
Gussa aataa hai to kyaa kyaa vo kahaa karte hai.n
Ahmad Husain Mail
Ghazal
bekaar ye Gussa hai kyuu.n us kii taraf dekho
aa.iine kii hastii kyaa tum apnii taraf dekho