SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHabar-daar"
Ghazal MATCHES FOR "KHabar-daar"
Ghazal
pe.D ke patto.n me.n halchal hai KHabar-daar se hai.n
shaam se tez havaa chalne ke aasaar se hai.n
Gulzar
Ghazal
dil tere taGaaful se KHabar-daar na ho jaa.e
ye fitna kahii.n KHvaab se bedaar na ho jaa.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
phir do aalam ke uja.Dne kii gha.Dii aa pahu.nchii
aaj phir husn pashemaa.n hai KHabar-daar raho
Shohrat Bukhari
Ghazal
har ek pal se KHabar-daar rahnaa chaahtii huu.n
nasiib tujh se mai.n hushiyaar rahnaa chaahtii huu.n
Priyamvada Ilhan
Ghazal
mai-kasho dekho KHabar-daar jahaa.n hai shiisha
dil naazuk hai miraa haa.e kahaa.n hai shiisha
Mirza Mohammad Beg
Ghazal
jaane se pahle KHabar-daar to kar saktaa thaa
mujh ko is ke liye tayyaar to kar saktaa thaa
Seema Sharma Meeruthi
Ghazal
haal-e-anjaam se piirii me.n KHabar-daar hu.e
haif-sad-haif ki ab KHvaab se bedaar hu.e
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
kyaa KHabar-daar karegaa tuu hame.n o zaahid
aap tuu apnii haqiiqat se KHabar-daar nahii.n
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
dosto ek tumhaarii bhii riyaa-kaarii se
ham ko honaa thaa KHabar-daar KHabar-daar hu.e
Lais Quraishi
Ghazal
mujh pe is tarah se raushan thii haqiiqat apnii
umr-bhar chashm-e-KHabar-daar ne sone na diyaa
Lais Quraishi
Ghazal
hushiyaar-o-KHabar-daar sar-e-raah musaafir
aaseb kaa KHatra bhii hai pariyo.n ke nagar me.n
Nadim Balkhi
Ghazal
KHabar-daar haatho.n se jaane na paa.e.n
ye duzd-e-hinaa maal maare hu.e hai.n
Aagha Akbarabadi
Ghazal
ham nahii.n jaante ye nahii.n jaante
hai KHabar-dar-KHabar be-KHabar zindagii
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
in charaaGo.n ke tabassum me.n lahuu hai meraa
kab havaa.o.n ko KHabar-daar kiyaa jaa.egaa
Afzal Allahabadi
Ghazal
faisla jab bhii mire yaar kiyaa jaa.egaa
saarii bastii ko KHabar-daar kiyaa jaa.egaa
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
pichhle pahar ye shor KHabar-daar kaun hai
hushiyaar apnii jaan se bezaar kaun hai