SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHalal-afgan"
Ghazal MATCHES FOR "KHalal-afgan"
Ghazal
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
shaayad 'aKHgar' hii kii tauba kii KHabar hai yaaro
aaj saaqii ke ishaaro.n ko ha.nsii aatii hai
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Ghazal
qaid se pahle bhii aazaadii mirii KHatre me.n thii
aashiyaana hii miraa suurat-numaa-e-daam thaa
Aasi uldani
Ghazal
kahtaa hai yahii tum se 'shu.uur'-e-jigar-afgaar
sau.npaa hai agar dard to darmaa.n kii KHabar lo
Shuoor Bilgrami
Ghazal
khi.Dkii me.n ek naar jo mahv-e-KHayaal hai
shaayad kisii ke pyaar ko paane kii chaal hai
Taj Saeed
Ghazal
kaam itnii hii faqat raahguzar aa.egii
ham-safar jaa.egaa aur yaad-e-safar aa.egii
Sabir Zafar
Ghazal
Shahid Ghazi
Ghazal
ek muddat se mire ghar me.n na aaya ko.ii
phir bhii aa.ngan me.n nazar aataa hai saayaa ko.ii
Zaman Kanjahi
Ghazal
mere aa.ngan se ujaalaa kyaa gayaa
chho.D kar mujh ko miraa saayaa gayaa
Raghunandan Sharma Danish
Ghazal
ai shab ke nigahbaan zaraa din kii KHabar le
aisaa na ho aa.nkho.n me.n a.ndhere ko.ii bhar le
Zain Afgaan
Ghazal
aa.ngan tamaam niim ke patto.n se bhar gayaa
jho.nkaa havaa kaa pe.D ko viiraan kar gayaa
Sarvat Husain
Ghazal
agar vo mil ke bichha.Dne kaa hausla rakhtaa
to darmiyaa.n na muqaddar kaa faisla rakhtaa