SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaraabe"
Ghazal MATCHES FOR "KHaraabe"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
'miir' ham mil ke bahut KHush hu.e tum se pyaare
is KHaraabe me.n mirii jaan tum aabaad raho
Meer Taqi Meer
Ghazal
jise merii aarzuu ho jo KHaraab-e-kuu-ba-kuu ho
mujhe dekhne se pahle tujhe be-naqaab dekhe
Jameel Malik
Ghazal
rahaa KHaraab-e-mohabbat hii vo jise tuu ne
KHud apnaa dard-e-mohabbat dikhaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
na.e charaaG jalaa yaad ke KHaraabe me.n
vatan me.n raat sahii raushnii manaayaa kar
Saqi Faruqi
Ghazal
hazaar chehre hai.n maujuud aadmii Gaa.eb
ye kis KHaraabe me.n duniyaa ne laa ke chho.D diyaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
tum is KHaraabe me.n chaar chhe din Tahal ga.ii ho
so ain-mumkin hai dil kii haalat badal ga.ii ho
Umair Najmi
Ghazal
vaa.iz ko KHaraabe me.n ik daavat-e-haq dii thii
mai.n jaan rahaa thaa vo jaahil nahii.n aane kaa
Jaun Eliya
Ghazal
aaKHir isii KHaraabe me.n zinda hai.n aur sab
yuu.n KHaak ko.ii mere sivaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Irfan Siddiqi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
is KHaraabe me.n to ham dono.n hai.n yaksaa.n saaqii
ham ko piine tujhe dene kaa na andaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
ho kar KHaraab-e-mai tire Gam to bhulaa diye
lekin Gam-e-hayaat kaa darmaa.n na kar sake
Sahir Ludhianvi
Ghazal
qazaa ne thaa mujhe chaahaa KHaraab-e-baada-e-ulfat
faqat KHaraab likhaa bas na chal sakaa qalam aage
Mirza Ghalib
Ghazal
diyaa saa dil ke KHaraabe me.n jal rahaa hai miyaa.n
diye ke gird ko.ii aks chal rahaa hai miyaa.n
Naseer Turabi
Ghazal
daf.atan dil me.n kisii yaad ne lii a.ng.Daa.ii
is KHaraabe me.n ye diivaar kahaa.n se aa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
bastiyaa.n kuchh hu.ii.n viiraan to maatam kaisaa
kuchh KHaraabe bhii to aabaad hu.aa karte hai.n