SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaziina"
Ghazal MATCHES FOR "KHaziina"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ab to apno.n me.n muravvat kii hai daulat mafquud
ye KHaziina bhii hame.n miltaa hai aGyaar ke paas
Jawed Manzar
Ghazal
ko.ii naadir KHaziina hai mire dast-e-tasarruf me.n
jhapaTne ko dar-o-diivaar se baazuu nikalte hai.n
Anwar Masood
Ghazal
kab tak jahaa.n se dard kii daulat sameTte
KHud apne dil ko Gam kaa KHaziina banaa liyaa
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
harfo.n kaa banaa thaa ki ma.aanii kaa KHaziina
har sher miraa bahs kaa unvaan banaa thaa
Abrar Azmi
Ghazal
KHushiyo.n kaa KHaziina tah-e-daamaan-e-alam hai
guzre shab-e-taariik to phir nuur-e-sahar dekh
Guhar Khairabadi
Ghazal
kyuu.n Dhuu.nDne nikle hai.n na.e Gam kaa KHaziina
jab dil bhii vahii dard kii daulat bhii vahii hai
Yasmeen Hameed
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
mohabbat kaa qariinaa aa gayaa hai
hame.n mar mar ke jiinaa aa gayaa hai
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
'fikrii' tuu apnii baat kaa andaaz to badal
varna KHaziina naam kaa ik roz kho.egaa
Parkash Fikri
Ghazal
thaa jis Ganii ke paas KHaziina-e-ilm-o-fan
vo 'ahd-e-nau ke haath me.n zambiil ho gayaa
Hira Nand Soz
Ghazal
kuchh aur bhii guzar-auqaat ke vasiile hai.n
gadaa KHaziina-e-kashkol par nahii.n rahtaa
Hasan Akbar Kamal
Ghazal
jo ho varaa-e-zaat vo jiinaa hii aur hai
jiine kaa ahl-e-dil ke qariina hii aur hai
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
hijr-e-jaanaa.n se rihaa.ii kaa qariina ho gayaa
sahl marnaa ho gayaa dushvaar jiinaa ho gayaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
dar-e-KHaziina-e-sad-raaz kholtaa hai ko.ii
na jaane kaun hai vo mujh me.n boltaa hai ko.ii