SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHudaa-parast"
Ghazal MATCHES FOR "KHudaa-parast"
Ghazal
'saudaa' se shaKHs ke ta.ii.n aazurda kiijiye
ai KHud-parast haif nahii.n tuu vafaa-parast
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
KHudaa-parast hu.e ham na but-parast hu.e
kisii taraf na jhukaa sar kuchh aise mast hu.e
Imdad Ali Bahr
Ghazal
mai.n to KHudaa-parast thaa aisaa na ho sakaa
mujh se amiir-e-shahr kaa sajda na ho sakaa
Ali Asar Bandvi
Ghazal
KHudaa-parast mile aur na but-parast mile
mile jo log vo apne nashe me.n mast mile
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
unhii.n ke faiz se hal ho.ngii mushkile.n saarii
KHudaa-parast buzurgo.n kii jaankaarii rakh
Ahmer Jalesari
Ghazal
KHudaa-parast KHudaa se to lau lagaate rahe
KHudaa kii shaan magar aadmii ko bhuul ga.e
Ahmad Zafar
Ghazal
ye jaan kar ki tiraa but pa.Daa hai mandir me.n
KHudaa-parast vahaa.n ghanTiyaa.n bajaane lage
Danish Aziz
Ghazal
na vo nuquush na husn-e-kashish kii baat rahii
sanam-farosh bhii jaise KHudaa-parast lage
Bekal Utsahi
Ghazal
bahut KHaraab rahaa but-kade me.n ai 'aatish'
KHudaa-parast hai chal KHaana-e-KHudaa kii taraf
Haidar Ali Aatish
Ghazal
pa-e-sharaab bhalaa shaiKH se ulajhnaa kyaa
KHudaa-parast hai vo aur butaa.n-parast huu.n mai.n
Saleem Qadir
Ghazal
KHudaa-parast samajhte hai.n farz KHidmat-e-KHalq
rifaah-e-aam me.n koshish mudaam karte hai.n
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
yaqii.n nahii.n hai ki majbuur ho gayaa vo bhii
KHudaa-parast thaa aisaa du.aa na kartaa thaa
Tajdar Adil
Ghazal
zabaa.n kaa paas laazmii KHudaa-parast ke liye
zabaa.n se bul-havas ko.ii palaT gayaa to kyaa hu.aa
Azeez Baghravi
Ghazal
sanam tuu merii parastish kii qadr tab jaane
ki jab pa.De tujhe kaafir KHudaa-parast se kaam
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
duur-az-tariiq mujh ko samajhiyo na zaahidaa
gar tuu KHudaa-parast hai mai.n but-parast huu.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vo KHudaa-parast 'KHaliil' jo sar-e-daar hai.n
ham unhii ke qurb kii lazzato.n ke asiir hai.n
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
isii liye to kha.De ham buto.n kii saf me.n hai.n
KHudaa-parast bhii jab kaafiro.n kii saf me.n hai.n
Shahdil Shams
Ghazal
KHudaa-parast the tum to sabhii ke achchhe the
to phir ye qatl kii saazish me.n naam kis kaa thaa