SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHumaarii"
Ghazal MATCHES FOR "KHumaarii"
Ghazal
'miit' KHvaabo.n kii KHumaarii se nikalne ke baad
us se ik baar to puuchho ki bataataa kyaa hai
Amit Sharma Meet
Ghazal
saik.Do.n shiisha-e-dil baada-kasho.n ke to.De
mohtasib se hai.n ziyaada vo KHumaarii aa.nkhe.n
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
yaad hai pahlii mohabbat kii KHumaarii ab tak
vo daraKHto.n pe tiraa naam 'masarrat' likhnaa
Fahmida Mosarrat Ahmad
Ghazal
KHumaarii nayan the khile phuul jiiv me.n
nahii.n mo ko duunaa o baalaa kaa haajat
Quli Qutub Shah
Ghazal
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
hamaarii aa.nkh me.n do pal kii jo KHumaarii thii
udhaarii thii vo tumhe.n dekh kar utaarii thii
Abu Leveeza Ali
Ghazal
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
tujh ko har sub.h ke aaGaaz pe sochaa mai.n ne
mujh ko kartii hii rahii merii KHumaarii paagal
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
shaayad ki terii yaad ke mahke hai.n phuul kuchh
'anjum' jo aaj raqs-e-KHumaarii hai jism me.n
Asif Anjum
Ghazal
mohibbaa.n ke man libde hai.n tuj suu.n daa.em
ghulii un nayan me.n birah kii KHumaarii
Quli Qutub Shah
Ghazal
na din pahaa.D lage ab na raat bhaarii lage
na aa.e nii.nd to aa.nkho.n ko kyaa KHumaarii lage
Shakeb Banarsi
Ghazal
sote se to uThne do Tuk us ko sahar hote
dekhoge ki machlegii vo chashm-e-KHumaarii kyaa