SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHvaab-gaah"
Ghazal MATCHES FOR "KHvaab-gaah"
Ghazal
mai.n KHvaab-gah-e-zaat ke andar nahii.n rahtaa
insaan huu.n maahaul se kaT kar nahii.n rahtaa
Nasir Basheer
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
vo KHvaab-gaah kii raunaq vo chaa.nd jaisaa badan
kabhii hayaat kabhii zaat par utartaa hai
Azm Shakri
Ghazal
mai.n so rahaa thaa aur mirii KHvaab-gaah me.n
ik azhdahaa charaaG kii lau ko nigal gayaa
Sarvat Husain
Ghazal
inhe.n dar-e-KHvaab-gaah se kis liye haTaayaa
muhaafizo.n kii vafaa-shi'aarii me.n kyaa kamii thii
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
Syed Tabish Zaidi
Ghazal
ye KHvaab-gaah ye aa.nkhe.n ye meraa ishq-e-qadiim
har ek chiiz mirii zaat me.n puraanii hai
Abhishek Shukla
Ghazal
ho jaa.uu.n 'turk' taaq hii is KHvaab-gaah kaa
lau kii tarah charaaG ke jalne me.n aa rahuu.n
Ziaul Mustafa Turk
Ghazal
tuufaa.n kaa ruup dhaar liyaa tez saa.ns ne
itnaa ki KHvaab-gaah ke parde hilaa diye
Rafiq Raaz
Ghazal
majlis ki KHvaab-gaah jahaa.n bhii nazar milii
un ko yahii thaa KHauf ko.ii dekhtaa na ho
Hasan Naim
Ghazal
baaryaab-e-KHvaab-gaah-e-naaz hone do use
un kii zulfo.n me.n pareshaa.n KHud sabaa ho jaa.egii
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
vo be-jahat jo mirii KHvaab-gaah tak pahu.nchii
to merii nii.nd me.n raKHna banaa diyaa us ne
Aqeel Abbas
Ghazal
KHvaab-gah se kyaa u.Daa kar le ga.ii us ko sabaa
aur sab zevar hai us kaa itr-daa.n ko.ii nahii.n