SEARCH RESULTS
Showing search results for "Tapakte"
Ghazal MATCHES FOR "Tapakte"
Ghazal
buu.ndo.n kii tarah chhat se Tapakte hu.e aa jaa.o
barsaat kaa mausam hai baraste hu.e aa jaa.o
Javed Saba
Ghazal
tahziib kii rago.n se Tapakte lahuu me.n tar
dahliiz me.n pa.Daa hu.aa aKHbaar mai.n hii thaa
Kabir Ajmal
Ghazal
ba.Dh kar kisii daaman ne bhii ham ko na sambhaalaa
aa.nkho.n se Tapakte rahe aa.nsuu kii tarah ham
Qaisarul Jafri
Ghazal
Tapakte sho.alo.n kii barsaat me.n nahaa.uu.ngaa
ab aa gayaa huu.n to is shahar se na jaa.uu.ngaa
Badnam Nazar
Ghazal
tez aag hu.ii jaatii hai ai soz-e-nihaa.n aur
aa.nsuu jo Tapakte hai.n to uThtaa hai dhu.aa.n aur
Fazl Lakhnavi
Ghazal
ashk aa.nkho.n se Tapakte hai.n bahut 'khullar'jii
un me.n ab rang bharo tum hii zamaane vaalaa
Vishal Khullar
Ghazal
us kii aa.nkho.n se Tapakte hai.n ujaale ghar me.n
shab ke maathe pe nazar aa.e chamaktaa kaajal
Moin Afroz
Ghazal
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
shub.h hai tum ko kahaa.n TuuTe hai.n taare raat ko
dam-ba-dam aa.nsuu Tapakte the hamaare raat ko
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
Sameer Parimal
Ghazal
haath se un ke Tapakte nahii.n mai ke qatre
ashk-e-KHuu.n rotaa hai ye ra.ng-e-hinaa mere ba.ad
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jo ho sake to kabhii taptii shaah-raaho.n par
Tapakte KHuun se likkhii ibaarate.n dekho
Hasan Abbas Raza
Ghazal
Danish Farahi
Ghazal
vo oltii ke Tapakte hu.e sharaaro.n me.n
hamaare sahn hii ke har si.ngaar kii KHushbuu
Sufia Anjum Taj
Ghazal
pahluu me.n mujh hazii.n ke Tapaktaa hai raat-din
yaarab ye dil hai yaa ko.ii pho.Daa baGal me.n hai
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
merii aa.nkho.n se Tapakte hai.n lahuu ke aa.nsuu
aaj be-laus mohabbat kii bhii rusvaa.ii hai
Zareena Sani
Ghazal
mai.n yaad kar dur-e-dandaan-e-yaar rotaa huu.n
Tapakte hai.n guhar-e-aab-daar aa.nkho.n se