SEARCH RESULTS
Showing search results for "Tapke"
Ghazal MATCHES FOR "Tapke"
Ghazal
girya chaahe hai KHaraabii mire kaashaane kii
dar o diivaar se Tapke hai bayaabaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tuu bhii kho jaa.egii Tapke hu.e aa.nsuu kii tarah
dekh ai gardish-e-ayyaam mire saath na chal
Shakeel Azmi
Ghazal
aa.nkho.n se hayaa Tapke hai andaaz to dekho
hai bul-havaso.n par bhii sitam naaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
har-bun-e-muu se dam-e-zikr na Tapke KHuu.n naab
hamza kaa qissa hu.aa ishq kaa charchaa na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
sabz naaranjii sunahrii khaTTii miiThii la.Dkiyaa.n
bhaarii jismo.n vaalii Tapke aam jaisii aurte.n
Bashir Badr
Ghazal
Nadeem Bhabha
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
araq jab us parii ke chehra-e-pur-nuur se Tapke
KHajil ho gul se shabnam juu.n lahuu naasuur se Tapke
Aarifuddin Aajiz
Ghazal
mai.n kushta huu.n kis chashm-e-siyah-mast kaa yaa rab
Tapke hai jo mastii mirii turbat ke shajar se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ajab hai yaado.n kii bahtii hu.ii ye KHushk nadii
lahuu ko aa.nkh se Tapke hu.e zamaana hu.aa
Lutf-ur-rahman
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kyaa zikr hai aa.nsuu kaa zaalim mirii aa.nkho.n se
KHuu.n-naab hii Tapke hai yak zaat judaa.ii me.n
Joshish Azimabadi
Ghazal
aa.nsuu falak kii aa.nkh se Tapke tamaam raat
aur sub.h tak zamiin kaa aa.nchal bhigo ga.e
Zaheer Ahmad Zaheer
Ghazal
har ik nayaa KHayaal jo Tapke hai zehn se
yuu.n lag rahaa hai jaise ki bartaa hu.aa saa ho
Adil Mansuri
Ghazal
paanii bhar aa.e misriyo.n ke mu.nh me.n vaqt-e-diid
shiirii.n kii raal Tapke jo vo dekh paa.e ho.nTh