SEARCH RESULTS
Showing search results for "Tikaa"
Ghazal MATCHES FOR "Tikaa"
Ghazal
shaiKH-saahib barhaman se laakh barte.n dostii
be-bhajan gaa.e to mandir se Tikaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
us maathe ko chuume kitne din biite
jis maathe kii KHaatir thaa ik Tiikaa chaa.nd
Javed Akhtar
Ghazal
Qayyum Nazar
Ghazal
meraa iimaa.n na Tikaa paa.ii.n hazaaro.n shakle.n
merii aa.nkho.n ne tire pyaar me.n roza rakkhaa
Alok Mishra
Ghazal
chaa.nd peshaanii kaa Tiikaa chaa.ndnii poshaak hai
raat ne pahnii hai jo vo saahirii poshaak hai
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
khambo.n pe laa ke kis ne sitaare Tikaa diye
daalaan puuchhte hai.n ki diivaane kyaa hu.e
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
tumhaare chehre pe dhyaan aise Tikaa hu.aa hai
tamaam samto.n ko ek jaanib rakhaa hu.aa hai
Naeem Sarmad
Ghazal
Sameena Aslam Sameena
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
kiyaa kaafir ne kaafir 'mehr' se mard-e-musalmaa.n ko
jane.uu rishta-e-tasbiih daaG-e-sajda Tiika hai
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
raushnii diipak kii suuraj chaa.nd kii apnii jagah
nuur se raushan tire maathe kaa ye Tiikaa alag
Pankaj Subeer
Ghazal
aa.nkho.n me.n dam Tikaa hai vo aa jaa.e.n is gha.Dii
dast-e-talab hai mere liye ye du.aa bahut