SEARCH RESULTS
Showing search results for "a.diyal"
Ghazal MATCHES FOR "a.diyal"
Ghazal
yaar kisii par na.ii Daale.nge Dore ham
yaaraa ham pe hai.n ik a.Diyal ke dhaage
Aarush Sarkaar
Ghazal
ziddii a.Diyal hai KHuraafaat pe ruk jaatii hai
soch us shaKHs ke haalaat pe ruk jaatii hai
Shazia Niyazi
Ghazal
ai parii hai kis qadar a.Diyal miraa shab-dez-e-fikr
choTii ke mazmuu.n kaa us ko taaziyaana chaahiye
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ham dohrii aziyyat ke giraftaar musaafir
paa.nv bhii hai.n shal shauq-e-safar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
aap kahiye to nibhaate chale jaa.e.nge magar
is ta'alluq me.n aziyyat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Jawad Sheikh
Ghazal
mohabbato.n me.n to milnaa hai yaa uja.D jaanaa
mizaaj-e-ishq me.n kab e'tidaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
baaG me.n jaane ke aadaab hu.aa karte hai.n
kisii titlii ko na phuulo.n se u.Daayaa jaa.e
Nida Fazli
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n ki mai.n zaKHm zaKHm ho jaa.uu.n
aur is tarah ki kabhii KHauf-e-indimaal na ho
Jawad Sheikh
Ghazal
har baar e.Diyo.n pe giraa hai miraa lahuu
maqtal me.n ab ba-tarz-e-digar jaanaa chaahiye