SEARCH RESULTS
Showing search results for "aMBh"
Ghazal MATCHES FOR "ambh"
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
kyaa tarastaa huu.n ki baahar ke kisii kaam aa.e
vo ik amboh ki bas KHaak-basar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
gumaa.n hu.aa hai ye amboh se javaabo.n ke
savaal KHud hii javaab-e-savaal hai shaayad
Jaun Eliya
Ghazal
ye hai ishq kī karāmat ye kamāl-e-shā.irāna
abhī muñh se baat niklī abhī ho ga.ī fasāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
hai ab bhii vaqt zaahid tarmiim-e-zuhd kar le
suu-e-haram chalaa hai amboh-e-baada-KHvaaraa.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
amboh-e-ahl-e-zaKHm to kab kaa guzar chukaa
ab rahguzar pe KHaak me.n Galtiida kaun hai
Azm Bahzad
Ghazal
i-m-f ko samajhte hai.n ma.iishat kaa ilaaj
log al-kuhl ko khaa.nsii kii davaa kahte hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
hasrat-o-yaas kaa amboh fuGaa.n kii kasrat
mai.n tirii bazm se kyaa baa-sar-o-saamaa.n niklaa
Hasrat Mohani
Ghazal
ab kisii amboh-e-gum-gashta kii jaanib ho safar
aur ko.ii chupke se kah de tuu kahaa.n maujuud hai
Azm Bahzad
Ghazal
hamrah-e-husn ik amboh-e-KHariidaar chalaa
saath is jins ke baazaar kaa baazaar chalaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Sultan Akhtar
Ghazal
jidhar bhii jaataa hai vo shola-e-bahaar-sarisht
du.aa.e.n detaa hai amboh-e-kushtgaa.n us ko
Ishrat Zafar
Ghazal
naGma samajh ke shor se mahzuuz hotii bhii.D
amboh-e-bekaraa.n me.n ko.ii chiiKHtaa ki bas
Nomaan Shauque
Ghazal
Saud Usmani
Ghazal
kare.n to kyaa hame.n amboh-e-KHvaab roktaa hai
kabhii jo so.e hu.o.n ko jagaane lagte hai.n
Ashfaq Nasir
Ghazal
hairaan hai is baat pe amboh-e-aasiiraa.n
par khulne kii taqriib me.n sayyaad bhii aa.e