SEARCH RESULTS
Showing search results for "aMBh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ambh"
Ghazal
Mohsin Naqvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ambh"
Ghazal
ye hai ishq kī karāmat ye kamāl-e-shā.irāna
abhī muñh se baat niklī abhī ho ga.ī fasāna
Jigar Moradabadi
Nazm
tin aawazen
marg-e-amboh kaa tyauhaar manaa.o logo
adam-aabaad ko aabaad kiyaa hai mai.n ne
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar (4)
ye kaisaa kohna-parasto.n kaa amboh
kuuzo.n kii laasho.n me.n utraa hai
Noon Meem Rashid
Nazm
mujhe sochne de
jalsa-gaaho.n me.n ye dahshat-zada sahme amboh
rahguzaaro.n pe falaakat-zada logo.n ke giroh
Sahir Ludhianvi
Ghazal
hai ab bhii vaqt zaahid tarmiim-e-zuhd kar le
suu-e-haram chalaa hai amboh-e-baada-KHvaaraa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kali diwar
aas-paas to jam.a hu.aa thaa KHilqat kaa amboh
sab kii aa.nkho.n me.n sannaaTaa chehro.n par andoh
Ahmad Faraz
Nazm
aaj tanhai ne thoDa sa dilasa jo diya
mausam-e-vasl kii kirno.n kaa vo amboh ravaa.n
jis ke hamraah kisii zohra-jabii.n kii Dolii
Mohsin Naqvi
Ghazal
amboh-e-ahl-e-zaKHm to kab kaa guzar chukaa
ab rahguzar pe KHaak me.n Galtiida kaun hai