SEARCH RESULTS
Showing search results for "aa.nkiye"
Ghazal MATCHES FOR "aa.nkiye"
Ghazal
kap.Do.n kii vaj.h se mujhe kam-tar na aa.nkiye
achchhaa ho merii jaa.nch-parakh shaa.erii se ho
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
kap.Do.n kii vaj.h se mujhe kamtar na aa.nkiye
achchhaa ho merii jaa.nch-parakh shaa.irii se ho
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
jugnuu kii haisiyat ko na kam aa.nkiye janaab
u.Dtaa phire hai KHud me.n ik aKHtar liye hu.e
Ghazala Tabassum
Ghazal
rafiiq-e-zindagii thii ab aniis-e-vaqt-e-aaKHir hai
tiraa ai maut ham ye duusraa ehsaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kabhii un kaa naam lenaa kabhii un kii baat karnaa
miraa zauq un kii chaahat miraa shauq un pe marnaa
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
taqdiir bhii majbuur hai, tadbiir bhii majbuur
is kohna aqiide ko miTaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
is rang se jhamke hai palak par ki kahe tuu
Tuk.Daa hai miraa ashk aqiiq-e-jigarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
un kii taraf se tark-e-mulaaqaat ho ga.ii
ham jis se Dar rahe the vahii baat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
vo baada-e-shabaana kii sarmastiyaa.n kahaa.n
uThiye bas ab ki lazzat-e-KHvaab-e-sahar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
dushvaar hai rindo.n par inkaar-e-karam yaksar
ai saaqi-e-jaa.n-parvar kuchh lutf-o-inaayat bhii
Hasrat Mohani
Ghazal
merii haalat dekhiye aur un kii suurat dekhiye
phir nigaah-e-Gaur se qaanuun-e-qudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
itnii KHuu.n-KHaar na thii.n pahle ibaadat-gaahe.n
ye aqiide hai.n ki insaan kii tanhaa.ii hai
Nida Fazli
Ghazal
jab kabhii un kii tavajjoh me.n kamii paa.ii ga.ii
az-sar-e-nau daastaan-e-shauq dohraa.ii ga.ii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
un kii be-ruKHii me.n bhii iltifaat shaamil hai
aaj kal mirii haalat dekhne ke qaabil hai