SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaKHirash"
Ghazal MATCHES FOR "aaKHirash"
Ghazal
aaKHirash vo bhii kahii.n ret pe baiThii hogii
teraa ye pyaar bhii dariyaa hai utar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
aaKHirash rishta to ham me.n ik KHushii ik Gam kaa thaa
muskuraate jaa.iye aa.nsuu bahaate jaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n jo paikaar me.n andar kii huu.n be-teG-o-zirah
aaKHirash kaun hai jo siina-sipar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
'KHaalid' mai.n baat baat pe kahtaa thaa jis ko jaan
vo shaKHs aaKHirash mujhe be-jaan kar gayaa
Khalid Sharif
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
tum se jo kuchh bhii na kah paa.e.n miyaa.n
aaKHirash kartii vo kyaa be-chaariyaa.n
Jaun Eliya
Ghazal
ik havaa-e-be-takaa.n se aaKHirash murjhaa gayaa
zindagii bhar jo mohabbat ke shajar botaa rahaa
Bashir Badr
Ghazal
aaKHirash mar gayaa biimaar davaa kah kah kar
chaaraagar Dhuu.nD nahii.n paa.e davaa kaa matlab
Yasir Khan Inam
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
aaKHirash sub.h-e-qayaamat kii azaa.n aatii hai
aur ham shaam ke lashkar se nikal jaate hai.n
Tauqeer Taqi
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kho jaa.e.nge sahar ke ujaalo.n me.n aaKHirash
sham.a sar-e-mazaar hai.n terii galii ke log
Habib Jalib
Ghazal
sar tasliim nahii.n baazuu-e-qaatil kaa javaab
aaKHirash maare ga.e KHud bhii masiihaa an me.n