SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaKHirash"
Nazm MATCHES FOR "aaKHirash"
Nazm
agar ye sab kuchh nahin
jo tere mere lahuu kii hiddat
ko aaKHirash barf kar ga.ii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
ek hii kam hai, vahii chehra nahii.n
aaKHirash puuchh hii letaa huu.n kisii se ba.Dh kar
Akhtarul Iman
Nazm
dua
sun ke hairaan hu.e jaate hai.n arbaab-e-chaman
aaKHirash kaun sii paagal ne du'aa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Nazm
ek gum-shuda shahar
mujhe aaKHirash zindagii le hii aa.ii
isii mere KHvaabo.n ke ghar me.n
Syed Javed Akhtar
Nazm
unT
aaKHirash manzil pe pahu.nchaataa hai tuu
aur suukhe KHaar-o-KHas khaataa hai tuu
Ismail Merathi
Nazm
aam ruKHsat ho gaya
roknaa chaahaa bahut lekin vo niklaa bevafaa
aaKHirash mahbuub-e-KHaas-o-aam ruKHsat ho gayaa
Shaheen Iqbal Asar
Nazm
aaj ki taza KHabar
shakl T-T kii yakaayak jo nazar aa.ii use
aaKHirash kuud pa.Daa chaltii hu.ii gaa.Dii se
Sarpat Lakhnavi
Nazm
ajib KHwahish
machine us ko bhii ban hii jaanaa hai aaKHirash
bas du.aa yahii hai
Rashid Jamaal Farooqi
Nazm
KHushbu ka safar
yaa ko.ii dast-o-paa saare ga.nvaa kar
aaKHirash mashkiiza-e-jaa.n apne daa.nto.n se uThaa.e