SEARCH RESULTS
Showing search results for "aab-o-taab"
Ghazal MATCHES FOR "aab-o-taab"
Ghazal
javaaz-e-aab-o-taab ab gulaab ke liye nahii.n
hamaarii yaad ziinat-e-kitaab ke liye nahii.n
Sahba Waheed
Ghazal
luTaa diyaa hai Gam-e-aab-o-taab me.n kyaa kyaa
vagarna KHvaab the chashm-e-pur-aab me.n kyaa kyaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
mirii nigaah na.ii aab-o-taab dekhtii hai
kabhii sitaara kabhii maahtaab dekhtii hai
Babar Zuhrab
Ghazal
chalii jaanaa hai saarii aab-o-taab aahista aahista
ki jaise KHatm hotii hai kitaab aahista aahista
Saadat Aabidi
Ghazal
tirii nazar me.n jo ye aab-o-taab baaqii hai
zaruur ko.ii to KHaana-KHaraab baaqii hai
Paikar Jafari
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
mai.n kis liye tujhe ilzaam-e-bevafaa.ii duu.n
ki mai.n to aap hii patthar huu.n apne raste kaa
Tab Aslam
Ghazal
jis se ik umr rahaa da.avaa-e-qurbat mujh ko
haa.e us ne na kabhii aa.nkh uThaa kar dekhaa
Tab Aslam
Ghazal
Tab Aslam
Ghazal
maa-sivaa-e-kaar-aah-o-ashk kyaa hai ishq me.n
hai savaad-e-aab-o-aatish diida-o-dil ke qariib
Alamtaab Tishna
Ghazal
asiir-e-dasht-e-balaa kaa na maajraa kahnaa
tamaam puuchhne vaalo.n ko bas du.aa kahnaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
Alamtaab Tishna
Ghazal
kis me.n hai aab-o-taab sivaa dekh liijiye
ik baar us kaa chehra aur ik baar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
haTe Gubaar jo lau se to merii jot jage
jaluu.n mai.n phir se na.ii aab-o-taab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
agar yaqiin nahii.n to uThaa.iye taariiKH
hamaaraa naam ba-sad-aab-o-taab likkhaa hai