SEARCH RESULTS
Showing search results for "aab-shaar-e-nidaa"
Ghazal MATCHES FOR "aab-shaar-e-nidaa"
Ghazal
vo koh-saar-e-tahayyur vo aab-shaar-e-nidaa
KHamoshiyo.n ko bhii kyaa kyaa nidaa.e.n detaa hai
Khalid Ahmad
Ghazal
Wazir Agha
Ghazal
abhii to jhelnaa hai sa.nglaaKH chashmo.n ko
abhii to silsila-e-aab-shaar baaqii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Khan Rizwan
Ghazal
ai shaam-e-shahr-e-tamanna mirii gavaahii de
mai.n kaise kaise na uj.Daa mirii gavaahii de
Misam Haidar
Ghazal
is shahr-e-tilismaat kaa dastuur ajab hai
har shaKHs fasurda hai magar KHanda-ba-lab hai
Khalid Siddiqui
Ghazal
firaaq-e-yaar me.n aisii bhii ek shab aa.ii
charaaG jal gayaa aa.nkho.n me.n nii.nd jab aa.ii
Naeem Saba
Ghazal
in a.ndhero.n se pare is shab-e-Gam se aage
ik na.ii sub.h bhii hai shaam-e-alam se aage
Ishrat Qadri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
sharaar-e-sa.ng jo is shor-o-shar se niklegaa
jaluus-e-laala-o-nasrii.n kidhar se niklegaa
Akbar Hameedi
Ghazal
ye ik shaan-e-KHudaa hai mai.n nahii.n huu.n
vahii jalva-numaa hai mai.n nahii.n huu.n
Azad Ansari
Ghazal
aaj shab-e-me.araaj hogii is liye taz.iin hai
vo qadam uTThe hai.n jin ko aasmaa.n qaaliin hai
Aurang zeb
Ghazal
is shahr-e-nigaaraa.n kii kuchh baat niraalii hai
har haath me.n daulat hai har aa.nkh savaalii hai
Divakar Rahi
Ghazal
ik shahr-e-aarzuu hai aur ham hai.n dosto
phir Gam kii justujuu hai aur ham hai.n dosto
Basheer Ahmad Shad
Ghazal
ik shahr-e-naasapaas kaa nauha hai aur mai.n
ab sub.h-o-shaam vus'at-e-sahraa hai aur mai.n
Abdullah Khalid
Ghazal
na shabistaa.n hai na ab sham-e-shabistaa.n ko.ii
ghar kaa ye haal hai jaise ho bayaabaa.n ko.ii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
tirii ai shaah-e-KHuubaa.n ho balaa chaT
vo bosa de ki ho jis kii sadaa chaT
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
inqilaab-e-sahar-o-shaam kii kuchh baat karo
dosto gardish-e-ayyaam kii kuchh baat karo