SEARCH RESULTS
Showing search results for "aab-shaar-e-nidaa"
Nazm MATCHES FOR "aab-shaar-e-nidaa"
Nazm
harf-e-arzu
terii aa.nkho.n ke fusuu.n se dil miraa mas.huur hai
tere ho.nTo.n kaa tabassum aab-shaar-e-nuur hai
Parwaz Noorpuri
Nazm
chhipkili
paa-ba-jaulaa.n chand parvaano.n ke paas
Gota-zan paate hii jin ko aab-shaar-e-nuur me.n
Fareed Ishrati
Nazm
paris
aaj is shahr-e-mo.attar ne pukaaraa hai mujhe
aaj phir nauha-kunaa.n hai.n yahaa.n galiyo.n vaale
Atif tauqeer
Nazm
visal
vo nahii.n thii to dil ik shahr-e-vafaa thaa jis me.n
us ke ho.nTo.n ke tasavvur se tapish aatii thii
Mustafa Zaidi
Nazm
shama
bazm-e-jahaa.n me.n me.n bhii huu.n a sham-e-dardmand
faryaad dar girah-e-sifat daana sipand
Allama Iqbal
Nazm
dariche ke qarib
jaag ai sham-e-shabistaan-e-visaal
mahfil-e-KHvaab ke is farsh-e-tarab-naak se jaag!
Noon Meem Rashid
Nazm
platform
ko.ii gaa.Dii aa.ii ubhraa shor-o-shar
raunaqe.n aane lagii.n har-suu nazar
Akhtar Bastavi
Nazm
aazadi
mirii sadaa hai gul-e-sham-e-shaam-e-aazaadii
sunaa rahaa huu.n dilo.n ko payaam aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ghaalib
shaa.ir-e-hindostaa.n ai shaa.ir-e-jaaduu-bayaa.n
hind ke KHum-KHaana-e-irfaa.n ke ai piir-e-muGaa.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
sham-e-hilal-e-eid
chaa.nd niklaa hai ba-andaaz-e-digar aaj kii shaam
baarish-e-nuur hai taa-hadd-e-nazar aaj kii shaam
Arman Akbarabadi
Nazm
chand ki fariyaad
chaa.nd ne mujh se kahaa ai shaa.er-e-fikr-e-azal
mere baare me.n bhii likh de ko.ii sanjiida Gazal