SEARCH RESULTS
Showing search results for "aabgiina"
Ghazal MATCHES FOR "aabgiina"
Ghazal
haath dho dil se yahii garmii gar andeshe me.n hai
aabgiina tundi-e-sahbaa se pighlaa jaa.e hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hai shikastan se bhii dil naumiid yaa rab kab talak
aabgiina koh par arz-e-giraa.n-jaanii kare
Mirza Ghalib
Ghazal
hujuum-e-fikr se dil misl-e-mauj larze hai
ki shiisha naazuk o sahbaa-e-aabgiina-gudaaz
Mirza Ghalib
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
zaraa sii Thes lagii thii ki chuur chuur hu.aa
tire KHayaal kaa paikar bhii aabgiina thaa
Khaleel Tanveer
Ghazal
naazuk thaa aab-giina-e-dil TuuT hii gayaa
tuu ab na ho maluul tiraa kyaa qusuur hai
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
'hayaat' kis ko dikhaa.u.ngii aabgiina-e-dil
milaa na ko.ii yahaa.n qadr-daa.n to kyaa hogaa
Masooda Hayat
Ghazal
Ataur Rahman Jameel
Ghazal
jab uThe tuufaa.n to ko.ii chiiz zad me.n ho 'shakiil'
har bulandii ke liye ik aabgiina chaahiye
Shakeel Gwaliari
Ghazal
KHaak hai ab aab hii fasl-e-bahaarii me.n sharaab
shiisha-e-saa.at bhii mah kaa aabgiina ho gayaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
mai-e-suKHan se na pighle jo aabgiina-e-dil
to 'faKHr' sho.ala-navaa.ii to ko.ii baat nahii.n