SEARCH RESULTS
Showing search results for "aafat-e-kul"
Ghazal MATCHES FOR "aafat-e-kul"
Ghazal
khol kar baaG me.n teraa juz-e-majmuu.a-e-husn
aaj laa.ii hai sabaa aafat-e-kul barsar-e-gul
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
maqsad-e-ishq ham-aaha.ngii-e-juzv-o-kul hai
dard hii dard sahii dil buu-e-dam-saaz to de
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
KHaaliq-e-juzv-o-kul idhar bhii dekh
kyo.n tavajjoh idhar nahii.n hotii
Khurshid Khawar Amrohvi
Ghazal
banda-navaaziyaa.n to ye dekho ki aadmii
juzv-e-za.iif mahram-e-asraar-e-kul hu.aa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
naa.ib-e-KHaaliq-e-kul huu.n mai.n zamii.n par 'tasniim'
gardish-e-vaqt musalsal hai mire hii dam se
Tasnim Abbas Quraishi
Ghazal
juu.n Guncha-o-gul aafat-e-faal-e-nazar na puuchh
paikaa.n se tere jalva-e-zaKHm aashkaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
lazzat-e-gardish-o-aafaat-e-musalsal mat puuchh
jab maraz had se ba.Dhaa rah gayaa darmaa.n ho kar
Mahmood Abdul Qadeer
Ghazal
'ra.iis' hujra-e-taariik-jaa.n ko khol to duu.n?
jo ko.ii aafat-e-qattaala-e-jahaa.n nikle
Rais Amrohvi
Ghazal
allah allaah re taqdiis-e-mohabbat kaa fusuu.n
aafat-e-qalb-o-jigar raahat-e-jaa.n hai jaise
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
hu.aa saamnaa aafat-e-naa-gahaa.n kaa
pataa chal gayaa barq ko aashiyaa.n kaa
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
'jauhar' luTaa.ii ham ne to kul kaa.enaat-e-ziist
lekin us aafat-e-dil-o-jaa.n par asar nahii.n
Jauhar Zahiri
Ghazal
aafat-e-arz-e-samaavii se bachegaa apnaa ghar
ism-e-aazam jab hai shaamil har dar-o-diivaar me.n