SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaftaabii"
Ghazal MATCHES FOR "aaftaabii"
Ghazal
Mitali Raj Tiwari
Ghazal
niklaa jo chilmano.n se vo chehra aaftaabii
ik aan me.n ufuq kaa aa.nchal hu.aa gulaabii
Fayyaz Farooqi
Ghazal
za.ng-KHurda lab achaanak aaftaabii ho ga.e
us gul-e-KHush-ra.ng ko chhuu kar gulaabii ho ga.e
Aatif Kamal Rana
Ghazal
puut kii saa.Dii gulaabii aaftaabii jism par
laT gu.ndhii choTii ribbon shaano.n pe sa.nvre kes bhii
Nasir Shahzad
Ghazal
magar itnii saadgii bhii to bajaa.e KHud adaa hai
ba-KHayaal-e-parda-daarii ba-jamaal-e-aaftaabii
Suha Mujaddadi
Ghazal
Najma Saqib
Ghazal
Alimullah
Ghazal
garche ruuThaa hai magar mujh se use nafrat nahii.n
hogaa pahluu me.n mire vo aaftaabii ek din
Ahmad Fakhir
Ghazal
saraktii jaa.e hai ruKH se naqaab aahista aahista
nikaltaa aa rahaa hai aaftaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
apnaa misaaliya mujhe ab tak na mil sakaa
zarro.n ko aaftaab banaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
ga.e dino.n kii laash par pa.De rahoge kab talak
alam-kasho uTho ki aaftaab sar pe aa gayaa
Nasir Kazmi
Ghazal
hame.n charaaG samajh kar bujhaa na paa.oge
ham apne ghar me.n ka.ii aaftaab rakhte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
qabaa-e-jism ke har taar se guzartaa hu.aa
kiran kaa pyaar mujhe aaftaab kar degaa