SEARCH RESULTS
Showing search results for "aajmii"
Ghazal MATCHES FOR "aajmii"
Ghazal
terii aa.nkhe.n na rahii.n aa.iina-KHaana mire dost
kitnii tezii se badaltaa hai zamaana mire dost
Faisal Ajmi
Ghazal
نہ ميں اعجمي نہ ہندي ، نہ عراقي و حجازي
کہ خودي سے ميں نے سيکھي دوجہاں سے بے نيازي
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n zaKHm khaa ke giraa thaa ki thaam us ne liyaa
mu.aaf kar ke mujhe intiqaam us ne liyaa
Faisal Ajmi
Ghazal
mirii navaa se hu.e zinda aarif o aamii
diyaa hai mai.n ne unhe.n zauq-e-aatish aashaamii
Allama Iqbal
Ghazal
mujh ko ye fikr kab hai ki saaya kahaa.n gayaa
suuraj ko ro rahaa huu.n KHudaayaa kahaa.n gayaa
Faisal Ajmi
Ghazal
gir jaa.e jo diivaar to maatam nahii.n karte
karte hai.n bahut log magar ham nahii.n karte
Faisal Ajmi
Ghazal
in logo.n me.n rahne se ham beghar achchhe the
kuchh din pahle tak to sab ke tevar achchhe the
Faisal Ajmi
Ghazal
us ne dekhaa jo mujhe aalam-e-hairaanii me.n
gir pa.Daa haath se aa.iina pareshaanii me.n
Faisal Ajmi
Ghazal
tuu ne kyuu.n ham se tavaqqo na musaafir rakkhii
ham ne to jaa.n bhii tire vaaste haazir rakkhii
Zafar Ajmi
Ghazal
ye bhii nahii.n ki dast-e-du.aa tak nahii.n gayaa
meraa savaal KHalq-e-KHudaa tak nahii.n gayaa
Faisal Ajmi
Ghazal
har shaKHs pareshaan hai ghabraayaa hu.aa hai
mahtaab ba.Dii der se gahnaayaa hu.aa hai
Faisal Ajmi
Ghazal
raKHt-e-safar hai is me.n qariina bhii chaahiye
aa.nkhe.n bhii chaahiye dil-e-biinaa bhii chaahiye
Faisal Ajmi
Ghazal
harf apne hii ma.aanii kii tarah hotaa hai
pyaas kaa zaa.iqa paanii kii tarah hotaa hai
Faisal Ajmi
Ghazal
adaavato.n me.n jo KHalq-e-KHudaa lagii hu.ii hai
mohabbato.n ko ko.ii bad-du.aa lagii hu.ii hai
Faisal Ajmi
Ghazal
kisii ne kaise KHazaane me.n rakh liyaa hai mujhe
uThaa ke agle zamaane me.n rakh liyaa hai mujhe