SEARCH RESULTS
Showing search results for "aakar"
Ghazal MATCHES FOR "aakar"
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
paas hamaare aakar tum begaana se kyuu.n ho
chaaho to ham phir kuchh duurii par chho.D aa.e.n tumhe.n
Zuhoor Nazar
Ghazal
dekhne vaalo haqaarat se na dekho mujh ko
bhuuk se jism kaa aakaar badal jaataa hai
Aadil Rahi
Ghazal
'daanish' chi.Diyaa.n kaise aakar baiThe.ngii
diivaaro.n par kaa.nch lagaanaa Thiik nahii.n
Danish Aziz
Ghazal
aakar vo merii baat sune aur javaab de
gar yuu.n nahii.n to phir ye shanaasaa.ii KHatm ho
Zafar Iqbal
Ghazal
Danish Aziz
Ghazal
sahraa me.n nikal jaataa dariyaa bhii saraabo.n se
gar kalpanaa ko merii aakaar milaa hotaa
Seema Sharma Meeruthi
Ghazal
Noon Meem Danish
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
zindagii se tang aakar band kamre me.n huu.n mai.n
tang aane lag gayaa huu.n hijr ke kirdaar se
Santosh Singh Shekhar
Ghazal
aa.nsuu aa.nkh kinaare aakar baiTh ga.e hai.n
in mehmaano.n kaa KHadsha hai kyaa likhkhuu.n mai.n
Asna Badr
Ghazal
Aali Gopalpuri
Ghazal
pyaas ham apnii bujhaa le.n ye ijaazat hai kahaa.n
phir bhii ai dariyaa tire nazdiik aakar KHush hu.e
Virendra Khare Akela
Ghazal
agar hai shauq to mujh ko KHariid le aakar
ki mai.n to shahr-e-havas kii har ik dukaan me.n huu.n
Ehtisham Akhtar
Ghazal
mere andar bhii utar jaatii hai gaahe-gaahe
raushnii yuu.n to dariiche me.n rahaa kartii hai
Noorul Hasan Noor
Ghazal
Rituraj Kumar
Ghazal
ye kaun niind me.n aakar sirhaane baiTh gayaa
mai.n apnaa KHvaab kisii ko bataane vaalaa nahii.n