SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaluuda-e-zulmat"
Ghazal MATCHES FOR "aaluuda-e-zulmat"
Ghazal
shab-e-firaaq kii zulmat me.n Gam ke maaro.n kaa
tire KHayaal kii taabindagii ne saath diyaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
nishaan-e-zaKHm pe nishtar-zanii jo hone lagii
lahuu me.n zulmat-e-shab u.ngliyaa.n bhigone lagii
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
larziida mile vaadii-e-zulmaat ke rahrav
aaya mire hisse me.n safar aur tarah kaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
dekhiye aur hai kyaa apne muqaddar me.n abhii
zulmat-e-shab se to hai.n nuur-e-sahar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
nigaar-e-sub.h se puuchhe.nge shab guzarne do
kii zulmato.n se ulajh kar vo aa.ii yaa ham aa.e
Ibn-e-Safi
Ghazal
qalam aaluuda-e-naan-o-namak rahtaa hai phir bhii
jahaa.n tak ho sake aazaad rakhnaa chaahte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
pahluu me.n 'nasiir' aah nahii.n hai dil-e-muztar
is sher-e-Gam-aaluuda-e-be-dil ne sataayaa
Shah Naseer
Ghazal
dono.n farishte dosh par kyaa likh sake.n haalat mirii
aaluuda-e-ranj-o-mehan ek is taraf ek us taraf
Dagh Dehlvi
Ghazal
dil me.n dard-e-ishq ne muddat se kar rakkhaa hai ghar
par use aaluuda-e-hirs-o-havaa paate hai.n ham
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ko.ii to hai jo is hairat-saraa-e-nuur-o-zulmat me.n
sitaare ko ziyaa aa.iine ko timsaal detaa hai
Farasat Rizwi
Ghazal
Shola Kararvi
Ghazal
hu.aa hai hukm ye min-jaanib-e-shah-e-zulmaat
huduud-e-shahr-e-siyah chho.D de divaan-e-shab
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
muskuraa.o ki Guruur-e-rah-e-zulmat ho tamaam
gungunaa.o ki zaraa rang-e-tabii.at bole
Nazim Sultanpuri
Ghazal
ab to har shaKHs ujaalo.n me.n kha.Daa hai uryaa.n
kaun sii shakl pas-e-parda-e-zulmaat rahii