SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaluudgii"
Ghazal MATCHES FOR "aaluudgii"
Ghazal
is qadar ba.Dhne lagii hai har taraf aaluudgii
saa.ns lenaa aadmii kaa mas.ala ho jaa.egaa
Ejaz Ansari
Ghazal
nahii.n hai shahr me.n chehra ko.ii tar o taaza
ajiib tarah kii aaluudgii havaa me.n hai
Asim Wasti
Ghazal
Shanawar Ishaq
Ghazal
ham shikasta-dil na bahra-mand duniyaa se hu.e
varna is aaluudgii se kis kaa daaman paak thaa
Mohammad Yaqoob Aamir
Ghazal
ziist hai ik ma.asiyat soz-e-dilii tere baGair
haa.n mohabbat bhii hai ik aaluudgii tere baGair
Anand Narayan Mulla
Ghazal
kis kii letaa nahii.n KHabar ravaaq
aaluudgii naa-subuur hotaa hai
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
fazaa kii aaluudgii thii pahle hii niim qaatil
ye dil me.n ek aur daaG kaalaa kahaa.n se aayaa
Zubair Shifai
Ghazal
yahii nahii.n ki zabaane.n hu.ii hai.n zahriilii
mai.n un ke zehn kii aaluudgii me.n shaamil huu.n
Nusrat Mehdi
Ghazal
vahii bataa.e.n jo aaluudgii ko rote hai.n
zamii.n se taa-ba-surayyaa Gubaar kis kaa hai
Zafar Naseemi
Ghazal
aaluudgii me.n lazzat-e-nik.hat fanaa hu.ii
KHushbuu kaa mol kuchh nahii.n sarshaar shahr me.n
Qutub Sarshar
Ghazal
chehro.n se ho kyaa dil ke jazbaat kaa andaaza
chehro.n pe hai logo.n ke aaluudgii-e-Gaaza
Ambar Dehlvi
Ghazal
tire jilau me.n bhii dil kaa.np kaa.np uThtaa hai
mire mizaaj ko aasuudgii bhii raas nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
aasuudgii se dil ke sabhii daaG dhul ga.e
lekin vo kaise jaa.e jo shiishe me.n baal hai
Javed Akhtar
Ghazal
baa.is-e-aasuudgii hai hashr-saamaanii mujhe
raas aatii hai ba.Dii mushkil se aasaanii mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
baat hai kuchh zinda rah jaanaa bhii apnaa aaj tak
lahar thii aasuudgii kii bhii pareshaanii ke saath
Zafar Iqbal
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
kahii.n aa jaa.e mayassar to muqaddar teraa
varna aasuudgii-e-dahr ko naayaab samajh
Ahmad Faraz
Ghazal
haa.n kis ko justujuu hai nasiim-e-faraaG kii
aasuudgii ko aag lagaa.e hu.e hai.n ham