SEARCH RESULTS
Showing search results for "aamez"
Ghazal MATCHES FOR "aamez"
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
maslahat-aamez hote hai.n siyaasat ke qadam
tuu na samjhegaa siyaasat tuu abhii naadaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
ishq ne yuu.n dono.n ko aamez kiyaa
ab to tum bhii kah dete ho tum bhii naa.n
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
haram ke dil me.n soz-e-aarzuu paidaa nahii.n hotaa
ki paidaa.ii tirii ab tak hijaab-aamez hai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
KHush daavat-e-yaaraa.n bhii hai yalGaar-e-aduu bhii
kyaa kiijiye dil kaa jo kam-aamez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
ye kaun Gazal-KHvaa.n hai pur-soz o nashaat-a.ngez
andesha-e-daanaa ko kartaa hai junuu.n-aamez
Allama Iqbal
Ghazal
na chhiin lazzat-e-aah-e-sahar-gahii mujh se
na kar nigah se taGaaful ko iltifaat aamez
Allama Iqbal
Ghazal
Khurshid Talab
Ghazal
tanz-aamez nahii.n hai miraa andaaz-e-suKHan
talKH be-shak hai magar baat judaa lagtii hai
Murtaza Barlas
Ghazal
logo mirii gul-kaari-e-vahshat kaa sila kyaa
diivaane ko ik harf-e-dil-aavez bahut hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
agar us zulf-mushk-aamez se chunnii me.n baal aave
ajab mai.n itr-o-ambar kaasa-e-naGfuur se Tapke
Aarifuddin Aajiz
Ghazal
shikaayat kar ke Gussa aur un kaa tez karnaa hai
abhii to guftugu-e-maslahat-aamez karnaa hai
Nadir Kakorvi
Ghazal
Safi Aurangabadi
Ghazal
mafquud hai.n ab is ke sun.ne samajhne vaale
meraa suKHan nasiihat-aamez hai to phir kyaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
ishq kii duniyaa me.n har takliif raahat-KHez hai
iztiraab-e-dil bhii ik had tak sukuu.n-aamez hai