SEARCH RESULTS
Showing search results for "aamez"
Nazm MATCHES FOR "aamez"
Nazm
raat aur rail
aage aage justujuu-aamez nazre.n Daaltii
shab ke haibatnaak nazzaaro.n se ghabraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ahd-e-tifli
puuchhnaa rah rah ke us ke koh-o-sahraa kii KHabar
aur vo hairat daroG-e-maslahat-aamez par
Allama Iqbal
Nazm
ek alamat
varna ye tab-e-KHush-aKHlaaq-o-kam-aamez bhii hai
shahr kii tiira-o-taariik guzargaaho.n me.n
Mustafa Zaidi
Nazm
tawaif
ye nazaakat kii numaa.ish ye fareb-aamez chaal
dosh-e-hastii par teraa naapaak hastii hai vabaal
Mahirul Qadri
Nazm
mera watan
kaun sii baat terii lutf-aamez
kaun sii chiiz dil-kushaa terii
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
ek cigarette thi
dhu.nd atraaf me.n to dhu.e.n hii se aamez hai
aa.nch kyo.n tez hai
Arifa Shahzad
Nazm
kis ki bad-gumani par
va.ada-e-shauq thaa fareb-aamez
bas use raa.egaan rahne de
Meem Hasan Lateefi
Nazm
taaqub apne ham-zad ka
jahaa.n mohabbat-aamez baahe.n
aaj bhii us kaa intizaar kar rahii hai.n
Perwaiz Shaharyar
Nazm
jamuna-ji
lutf-aagii.n tarab-aamez fasaana tuu hai
sab hai.n begaane agar hai to yagaana tuu hai
Bismil Allahabadi
Nazm
no need of password
aur ye vasl-aamez kohar hamaarii rago.n me.n dhiire dhiire saraayat karne lagii hai
mere saahir
Asima Tahir
Nazm
apni apni raushni
guftuguu me.n maslahat aamez narmii ghol kar
us ne na.e logo.n se ik mash.al talab kii
Zaheer Siddiqui
Nazm
kahin tum abad to nahin ho
jis se rang aur aamez hotaa nahii.n
be-numuu jhiil jis me.n parinda ko.ii
Rafiq Sandelvi
Nazm
park ki aaKHiri adhuri bench
shahd-aamez ho chuke the sab
vaqt ke aabnuus chehre par
Kamran Nafees
Nazm
ek nazm likhna mushkil hai
tumhaarii gardan kaaT rahii ho
aur is lazzat-aamez KHud-aziyyatii me.n