SEARCH RESULTS
Showing search results for "aameza"
Ghazal MATCHES FOR "aameza"
Ghazal
Dhaltaa suuraj aa.nkh kaa reza ho jaataa hai
jhuuTe KHvaabo.n kaa aameza ho jaataa hai
Shabnam Rumani
Ghazal
Ahmad Shahryar
Ghazal
baat jab hai ki har ik phuul ko yaksaa.n samjho
sab kaa aameza vahii aab vahii gil bhii vahii
Zafar Anwar
Ghazal
hamaaraa saa.ns hii sartaan ban jaa.e na dil kaa
ham aisii habs-aameza havaa me.n jii rahe hai.n
Asim nadeem Asi
Ghazal
Zubair Shifai
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
maslahat-aamez hote hai.n siyaasat ke qadam
tuu na samjhegaa siyaasat tuu abhii naadaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
ishq ne yuu.n dono.n ko aamez kiyaa
ab to tum bhii kah dete ho tum bhii naa.n
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
haram ke dil me.n soz-e-aarzuu paidaa nahii.n hotaa
ki paidaa.ii tirii ab tak hijaab-aamez hai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
KHush daavat-e-yaaraa.n bhii hai yalGaar-e-aduu bhii
kyaa kiijiye dil kaa jo kam-aamez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
ye kaun Gazal-KHvaa.n hai pur-soz o nashaat-a.ngez
andesha-e-daanaa ko kartaa hai junuu.n-aamez
Allama Iqbal
Ghazal
na chhiin lazzat-e-aah-e-sahar-gahii mujh se
na kar nigah se taGaaful ko iltifaat aamez
Allama Iqbal
Ghazal
Khurshid Talab
Ghazal
tanz-aamez nahii.n hai miraa andaaz-e-suKHan
talKH be-shak hai magar baat judaa lagtii hai
Murtaza Barlas
Ghazal
'majruuh' sune kaun tirii talKH-navaa.ii
guftaar-e-aziizaa.n shakar-aamez bahut hai