SEARCH RESULTS
Showing search results for "aasaar"
Ghazal MATCHES FOR "aasaar"
Ghazal
yuu.n to pahle bhii hu.e us se ka.ii baar judaa
lekin ab ke nazar aate hai.n kuchh aasaar judaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
pe.D ke patto.n me.n halchal hai KHabar-daar se hai.n
shaam se tez havaa chalne ke aasaar se hai.n
Gulzar
Ghazal
duur tak ko.ii sitaara hai na ko.ii jugnuu
marg-e-ummiid ke aasaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
zindagii jabr hai aur jabr ke aasaar nahii.n
haa.e is qaid ko zanjiir bhii darkaar nahii.n
Fani Badayuni
Ghazal
aa.e.nge nazar sub.h ke aasaar me.n ham log
baiThe hai.n abhii parda-e-asraar me.n ham log
Aziz Nabeel
Ghazal
KHaak nii.nd aa.e agar diida-e-bedaar mile
is KHaraabe me.n kahaa.n KHvaab ke aasaar mile
Saqi Farooqi
Ghazal
vo mire dil ke talabgaar nazar aate hai.n
shaadmaanii ke ab aasaar nazar aate hai.n
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
ishq ke aasaar hai.n phir Gash mujhe aayaa dekho
phir ko.ii rauzan-e-diivaar se jhaa.nkaa dekho
Bedam Shah Warsi
Ghazal
andhe badan me.n ye sahar-aasaar kaun hai
tuu bhii nahii.n to mujh me.n sharar-baar kaun hai
Najeeb Ahmad
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
zaKHm bharne lage hai.n pichhlii mulaaqaato.n ke
phir mulaaqaat ke aasaar nazar aate hai.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
sub.h se shaam ke aasaar nazar aane lage
phir sahaare mujhe be-kaar nazar aane lage
Saifuddin Saif
Ghazal
ai dil tirii barbaadii ke aasaar bahut hai.n
shahkaar ke bahruup me.n fankaar bahut hai.n