SEARCH RESULTS
Showing search results for "aasaar"
Nazm MATCHES FOR "aasaar"
Nazm
zakir-husain
terii fitrat me.n hai 'gobind' kaa aasaar magar
'ibn-e-mariyam' kaa muqallid tiraa kirdaar magar
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
lenin
ham band-e-shab-o-roz me.n jak.De hu.e bande
tuu KHaaliq-e-aasaar-o-nigaaranda-e-aanaat
Allama Iqbal
Nazm
kis se mohabbat hai
mire chehre pe jab bhii fikr ke aasaar paa.e hai.n
mujhe taskiin dii hai mere andeshe miTaa.e hai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
diwane ki jannat
shoKH aa.nkho.n me.n hijaabaat se inkaar liye
tez nabzo.n me.n mulaaqaat ke aasaar liye
Waseem Barelvi
Nazm
hinDola
rago.n me.n chhuuTte rahte the be-shumaar anaar
nadiim ye hai.n mire baal-pan ke kuchh aasaar
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hasan kuza-gar (1)
jahaan-zaad niiche galii me.n tire dar ke aage
ye mai.n soKHtaa-sar hasan-kuuzaa-gar huu.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
nemul-badal
mujhe ma.aluum hai ki kuchh na badlegaa
na shaaKH-e-hijr par aasaar aa.e.nge KHizaa.o.n ke
Malik Ehsan
Nazm
bambai raat samundar
samundar chhe.Dtaa hai saahiraana simfanii jis me.n
navaajil devtaa.o.n ke azal-aasaar sha.nkho.n kii
Ameeq Hanafi
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
kahii.n to jaa ke rukegaa safiina-e-Gam dil
javaa.n lahuu kii pur-asraar shaah-raaho.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai waqt zara tham ja
ai vaqt zaraa tham jaa
aasaar ye saare hai.n us shaKHs ke aane ke
Amjad Islam Amjad
Nazm
din ke rup mein raat kahani
ziist ke hilte hu.e jhuumte aasaar nazar aate hai.n
ziist se pahle magar baat ko.ii aur hii thii
Meeraji
Nazm
nur-jahan ka mazar
hasrat hai Tapaktii dar-o-diivaar se kyaa kyaa
hotaa hai asar dil pe in aasaar se kyaa kyaa
Tilok Chand Mahroom
Nazm
aaj ki raat
dekhnaa jazb-e-mohabbat kaa asar aaj kii raat
mere shaane pe hai us shoKH kaa sar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
andesha
in kii baato.n kaa zaraa saa bhii asar mat lenaa
varna chehre ke ta.assur se samajh jaa.e.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
mahatma-gandhi
zamaana taaba-e-irshaad hukm par tayyaar
vo paak shakl se paidaa hai.n josh ke aasaar