SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaseb"
Ghazal MATCHES FOR "aaseb"
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
na jaane kaun saa aaseb dil me.n bastaa hai
ki jo bhii Thahraa vo aaKHir makaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
meraa dil bhii kisii aaseb-zada ghar kii tarah
KHud-ba-KHud khulne lage KHud hii muqaffal ho jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
chiiKHtaa kha.nDar hai rotii hai havelii dil kii
ghar ye aaseb-zada hai tire jaane ke baad
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
aaseb-e-chashm-e-qahr-e-parii-tal.ataa.n nahii.n
ai uns ik nazar ki mai.n insaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
uj.De hu.e makaan me.n kal shab tiraa KHayaal
aaseb ban ke mujh se lipaTtaa chalaa gayaa
Shaukat Fahmi
Ghazal
qaht jazbo.n kaa pa.Daa viiraa.n se hai.n dil ke nagar
shahr par aaseb shaayad hijr ke ma.nDlaa ga.e
Aabida Urooj
Ghazal
mire dimaaG pe aaseb kaa asar to nahii.n
gumaa.n guzartaa hai ye dasht meraa ghar to nahii.n
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
Thiik kahte ho ki aaseb-zada hotaa hai ishq
mere andar bhii ko.ii shor machaa jaataa hai
Mohsin Asrar
Ghazal
ham aaseb ke Dar se ghar kyuu.n badal le.n
parindo.n pe jachtaa hai shaaKHe.n badalnaa