SEARCH RESULTS
Showing search results for "aastiin"
Ghazal MATCHES FOR "aastiin"
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
mai.n jaantaa thaa ki zahriilaa saa.np ban ban kar
tiraa KHuluus mirii aastii.n se niklegaa
Rahat Indori
Ghazal
bahaana Dhuu.nDte rahte hai.n ko.ii rone kaa
hame.n ye shauq hai kyaa aastii.n bhigone kaa
Javed Akhtar
Ghazal
yaa-rab kisii ke raaz-e-mohabbat kii KHair ho
dast-e-junuu.n rahe na rahe aastii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
the pahle hii ka.ii saa.np aastii.n me.n
ab ik bichchhuu bhii paalaa jaa rahaa hai
Rahat Indori
Ghazal
chehre tak aastiin vo laa kar chale ga.e
kyaa raaz thaa ki jis ko chhupaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
vo aur ho.nge jo KHanjar chhupaa ke laate hai.n
ham apne saath phaTii aastiin laa.e hai.n
Rahat Indori
Ghazal
daaman sambhaal baa.ndh kamar aastii.n cha.Dhaa
KHanjar nikaal dil me.n agar imtihaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
hu.aa huu.n girya-e-KHuunii.n kaa jab se daaman-giir
na aastiin hu.ii paak dostaa.n merii
Meer Taqi Meer
Ghazal
kahaa.n vo shab ki tire gesu.o.n ke saa.e me.n
KHayaal-e-sub.h se ham aastii.n bhigo dete
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
aastii.n saa.npo.n kii pahne.nge gale me.n maalaa
ahl-e-kuufa ko na.ii shahr-panaahii de.nge
Parveen Shakir
Ghazal
vo aastii.n hai ko.ii jo lahuu na de nikle
vo ko.ii husn hai jhijhke jo rang laane me.n