SEARCH RESULTS
Showing search results for "aazmaate"
Ghazal MATCHES FOR "aazmaate"
Ghazal
phir us ke baa'd zamaane ne mujh ko rau.nd diyaa
mai.n gir pa.Daa thaa kisii aur ko uThaate hu.e
Rehman Faris
Ghazal
azmat-e-girya ko kotaah-nazar kyaa samjhe.n
ashk agar ashk na hotaa to sitaaraa hotaa
Akhtar Shirani
Ghazal
hame.n gavaah banaayaa hai vaqt ne apnaa
ba-naam-e-azmat-e-kirdaar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
ik zaraa tham tham ke ye parde uThaate jaa.iye
dekhne vaalo.n kii nazre.n aazmaate jaa.iye
Mahirul Qadri
Ghazal
baaqii hai mere dil me.n abhii azmat-e-vajuud
qatre se kah rahaa huu.n ki dariyaa se bach ke chal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
vo jurm bhii ik azmat-e-kirdaar hai jis ne
TuuTaa hu.aa ik rishta-e-dil jo.D diyaa hai
Muzaffar Razmi
Ghazal
un kii taqdiis pe ho azmat-e-maryam bhii nisaar
kaun kahtaa hai gunahgaar hai.n terii aa.nkhe.n
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
hai zaruurat ki mohabbat kaa sabaq de.n sab ko
aa.o ham mil ke kare.n azmat-e-islaam kii baat