SEARCH RESULTS
Showing search results for "adaa.o.n"
Ghazal MATCHES FOR "adaa.o.n"
Ghazal
aise ha.ns ha.ns ke na dekhaa karo sab kii jaanib
log aisii hii adaa.o.n pe fidaa hote hai.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
rahnumaa.o.n kii adaa.o.n pe fidaa hai duniyaa
is bahaktii hu.ii duniyaa ko sa.nbhaalo yaaro
Dushyant Kumar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
bismil ke ta.Dapne kii adaa.o.n me.n nasha thaa
mai.n haath me.n talvaar liye jhuum rahaa thaa
Adil Mansuri
Ghazal
in shoKH hasiino.n kii adaa aur hii kuchh hai
aur in kii adaa.o.n me.n mazaa aur hii kuchh hai
Abul Kalam Azad
Ghazal
kaj-adaa.o.n kii inaayat hai ki ham se ushshaaq
kabhii diivaar ke piichhe kabhii diivaar ke biich
Ahmad Faraz
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
katraa rahe hai.n aaj ke suqraat zahr se
insaan maslahat kii adaa.o.n me.n kho gayaa
Kamil Bahzadi
Ghazal
khultaa hii nahii.n us kii in KHaas adaa.o.n me.n
tamhiid-e-mohabbat hai, zid hai ki sharaarat hai
Quaiser Khalid
Ghazal
jaan us kii adaa.o.n par nikaltii hii rahegii
ye chhe.D jo chaltii hai so chaltii hii rahegii
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
mah-jabiino.n kii adaa.o.n se ulajh baiThaa huu.n
is kaa matlab hai balaa.o.n se ulajh baiThaa huu.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
Moghisuddin Fareedi
Ghazal
riijhte un kii adaa.o.n pe hai.n kyaa kyaa lekin
maare andeshe ke gardan bhii hilaa sakte nahii.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
aqeel nomani
Ghazal
ba.Dii adaa.o.n se lii jaan apne kushte kii
hazaar baar mai.n qurbaan apne qaatil ke
Bedam Shah Warsi
Ghazal
adaa.o.n pe kar dii fidaa saarii hastii
nigaaho.n pe duniyaa-e-faanii luTaa dii