SEARCH RESULTS
Showing search results for "adaalat"
Ghazal MATCHES FOR "adaalat"
Ghazal
vo bhii sar-e-maqtal hai ki sach jis kaa thaa shaahid
aur vaaqif-e-ahvaal-e-adaalat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
sach jahaa.n paa-basta mulzim ke kaTahre me.n mile
us adaalat me.n sunegaa adl kii tafsiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
faisla likkhaa hu.aa rakkhaa hai pahle se KHilaaf
aap kyaa KHaak adaalat me.n safaa.ii de.nge
Waseem Barelvi
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
mai.n chup rahaa to mujhe maar degaa meraa zamiir
gavaahii dii to adaalat me.n maaraa jaa.uu.ngaa
Rana Saeed Doshi
Ghazal
tavaaf kartii hai maa'suumiyat yuu.n kamsin kaa
ki qatl kar de 'adaalat me.n bhii to saaf barii
Shahzad Qais
Ghazal
tujh ko socho.n to tire jism kii KHushbuu aa.e
merii Gazlo.n me.n alaamat kii tarah tuu aa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
aap hii kii hai adaalat aap hii munsif bhii hai.n
ye to kahiye aap ke aib-o-hunar dekhegaa kaun
Manzar Bhopali
Ghazal
raat ko raat hii is baar kahaa hai ham ne
ham ne is baar bhii tauhiin-e-adaalat nahii.n kii
Saleem Kausar
Ghazal
ek vaqt aataa hai munsifii nahii.n miltii
jhuuT kii vakaalat kyaa KHauf kii adaalat kyaa
Saqi Faruqi
Ghazal
mai.n luT gayaa huu.n 'muzaffar' hayaat ke haatho.n
sunegii kis kii adaalat muqaddama meraa
Muzaffar Warsi
Ghazal
ham ne KHud apnii adaalat se sazaa paa.ii hai
zaKHm jitne bhii hai.n apne hii kamaa.e hu.e hai.n
Aziz Nabeel
Ghazal
taariiKH pe taariiKH badal de na gavaahii
munsif hii adaalat kaa badal jaa.e to achchhaa
Alok Yadav
Ghazal
vo qaatilo.n ko chhu.Daa laa.egaa adaalat se
hai us kii baat mudallal bayaan uu.nchaa hai
Abbas Dana
Ghazal
meraa iisaar mire zo.am me.n be-ajr na thaa
aur mai.n apnii adaalat me.n bhii jhuuTaa niklaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
saamne aa ke nibhaate the adaavat apnii
piiTh piichhe se kahaa.n vaar hu.aa karte the