SEARCH RESULTS
Showing search results for "afkar e sauda ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "afkar e sauda ebooks"
Ghazal
zauq-e-nazar ba.Dhaa.iye gulzaar dekh kar
ulfat kaa saudaa kiijiye baazaar dekh kar
Akhtar Husain Shaafi
Ghazal
a.ndheraa raat kaa is vaqt buu.Dhaa hone vaalaa hai
dariiche khol kar dekho saveraa hone vaalaa hai
Mustaqeem Arshad
Ghazal
KHush to lagtaa hai magar dil se KHafaa ho jaise
dard ab KHud hii nazar aa.e davaa ho jaise
Imtiyaz Kavish
Ghazal
zindagaanii se lipaT kar KHud ko bahlaataa huu.n mai.n
ye kahaanii roz apne aap dohraataa huu.n mai.n
Asim Bakhshi
Ghazal
kyaa shuGl-e-shajar kaar hai afkaar se behtar
saudaa sar-e-shoriida me.n gar ho na samar kaa
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
saudaa-e-gesuu-e-siyah-e-yaar ho gayaa
aazaad thaa jo dil so giraftaar ho gayaa
Radhe Shiyam Rastogi Ahqar
Ghazal
saudaa-e-ishq ke to KHataa-vaar ham nahii.n
hai.n ishq ke mariiz gunahgaar ham nahii.n
Seema Gupta
Ghazal
sar me.n saudaa-e-vafaa rakhte hai.n
ham bhii is 'ahd me.n kyaa rakhte hai.n
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
mirii zamii.n tire aflaak se ziyaada hai
mujhe ye KHaak har ik KHaak se ziyaada hai
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
phuulii hai shafaq go ki abhii shaam nahii.n hai
hai dil me.n vo Gam jis kaa ko.ii naam nahii.n hai
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
har ra.ng-e-tarab mausam o manzar se nikaalaa
ik raasta phir sa.ii-e-mukarrar se nikaalaa
Aslam Mahmood
Ghazal
saudaa hai jo dil de ke KHariidaar se uljhe
suljhe hu.e ham se na kabhii yaar se uljhe
Dagh Dehlvi
Ghazal
Abdullah Khalid
Ghazal
gul kii chaTak pe os ne a.ng.Daa.ii to.D dii
naGma-saraa-e-KHvaab ne shahnaa.ii to.D dii
Shafaq Sopori
Ghazal
faqat kaaGaz pe likhaa baar-e-aziiyat utraa
jab Gazal kah lii to za.ngaar-e-tabii.at utraa
Mohsin Ehsan
Ghazal
dildaar us ko KHvaah dil-aazaar kuchh kaho
suntaa nahii.n kisuu kii miraa yaar kuchh kaho