SEARCH RESULTS
Showing search results for "afsar"
Ghazal MATCHES FOR "afsar"
Ghazal
yaa mujhe afsar-e-shaahaana banaayaa hotaa
yaa miraa taaj gadaayaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mire liye to hai sau baKHshisho.n kii ik baKHshish
qalam jo afsar-o-tabl-o-‘alam se hai afzal
Ahmad Faraz
Ghazal
Hamidullah Afsar
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
Sarfaraz Shahid
Ghazal
na ho yaa rab aisii tabii.at kisii kii
ki ha.ns ha.ns ke dekhe musiibat kisii kii
Afsar Allahabadi
Ghazal
tuu hai bechaara gadaa 'miir' tiraa kyaa mazkuur
mil ga.e KHaak me.n yaa.n saahab afsar kitne
Meer Taqi Meer
Ghazal
Zafar Kamali
Ghazal
lafz aate hii mire lab pe laraz jaate hai.n
haal-e-dil sunte hai.n ab vo kisii afsar kii tarah
Anjum Irfani
Ghazal
Abeer AbuZari
Ghazal
Afsar Allahabadi
Ghazal
aazmaa.oge to ham jaa.n se guzar jaa.e.nge
kaaGzii sher nahii.n hai.n kisii afsar kii tarah
Khalid Yusuf
Ghazal
kyaa tamaashaa hai Dare sahme hu.e hai.n saare log
kyaa mirii bastii me.n ko.ii zaalim afsar aa.egaa
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
daf.atan kis ne jagaa dii mirii so.ii qismat
meraa mu.nh chuum liyaa KHvaab me.n 'afsar' kis ne
Afsar Azri
Ghazal
isii rafiiq se Gaflat hai aah ai 'afsar'
tumhaare kaam se jo ek dam na Gaafil ho
Afsar Allahabadi
Ghazal
asar dekhaa du.aa jab raat bhar kii
ziyaa kuchh kuchh hai taaro.n me.n sahar kii