SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahriman"
Ghazal MATCHES FOR "ahriman"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ta.Dap jis dil me.n yazdaa.n kii na hogii
to ahriiman kaa vo kaashaana hogaa
Khushi Mohammad Naazir
Ghazal
na puuchh-gachh thii kisii kii vahaa.n na aav-bhagat
tumhaarii bazm me.n kal ehtimaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
ye sataa.ish kii tamannaa ye sile kii parvaah
kahaa.n laa.e hai.n ye armaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
kyaa aa.e raahat aa.ii jo kunj-e-mazaar me.n
vo valvala vo shauq vo armaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
aa.nkhe.n mujhe talvo.n se vo malne nahii.n dete
armaan mire dil ke nikalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n tuu yak-dam hii chho.D jaa.e mujhe
ye har gha.Dii tire jaane kaa ehtimaal na ho
Jawad Sheikh
Ghazal
ye ehtimaam aur kisii ke liye nahii.n
ta.ane tumhaare naam ke ham par hii aa.e.nge
Ali Zaryoun
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mai.n jis ko likhne ke armaan me.n jiyaa ab tak
varaq varaq vo fasaana bikhar gayaa yaaro
Shahryar
Ghazal
kahaa.n bisaat-e-jahaa.n aur mai.n kamsin-o-naadaa.n
ye merii jiit kaa sab ehtimaam tum se hai
Wasi Shah
Ghazal
kariye to gila kis se jaisii thii hame.n KHvaahish
ab vaise hii ye apne armaan nikalte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ek ham hai.n ki hu.e aise pashemaan ki bas
ek vo hai.n ki jinhe.n chaah ke armaa.n ho.nge