SEARCH RESULTS
Showing search results for "ajnabiyat"
Ghazal MATCHES FOR "ajnabiyat"
Ghazal
vo milegaa to shanaasaa.ii dilo.n tak hogii
ajnabiyyat to faqat saamne aane tak hai
Mumtaz Gurmani
Ghazal
Khalid Akhlaq
Ghazal
ajnabiyyat kaa vo ehsaas thaa merii qismat
vo jo apnaa nahii.n lagtaa thaa miraa apnaa thaa
Kaifi Wijdani
Ghazal
Naseem Nikhat
Ghazal
ajnabiyyat kaa vo aalam hai ki har aan yahaa.n
apnaa ghar bhii hame.n aGyaar kaa ghar lagtaa hai
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
ek aa.nsuu ajnabiyat kaa nadii bantaa gayaa
ek lamha thaa takalluf kaa sadii bantaa gayaa
Shehpar Rasool
Ghazal
Shahnaz Nabi
Ghazal
zaraa bhii badlii nahii.n jo bhii us kii 'aadat thii
milaa to aaj bhii lahje me.n ajnabiyyat thii
Shariq Kaifi
Ghazal
hijaab ha.Tne de 'kashfii' tuu ajnabiyyat kaa
phir is ke baad bilaa-KHauf tum se tuu karnaa
Rizwan Kashfi
Ghazal
ajnabii ban ke nigaaho.n me.n samaane vaale
ajnabiyyat ye inaayat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sadiq Naqvi
Ghazal
do musaafir phaa.nd baiThe ajnabiyyat kaa mazaar
dekhte hii dekhte phir dostii paidaa hu.ii
Ali Sajid
Ghazal
yahaa.n par kuchh shanaasaa.o.n se mil kar
ye daur-e-ajnabiyyat likh rahaa huu.n