SEARCH RESULTS
Showing search results for "ajnabiyat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ajnabiyat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ajnabiyat"
Ghazal
Khalid Akhlaq
Ghazal
ajnabiyyat kaa vo ehsaas thaa merii qismat
vo jo apnaa nahii.n lagtaa thaa miraa apnaa thaa
Kaifi Wijdani
Ghazal
Naseem Nikhat
Ghazal
ajnabiyyat kaa vo aalam hai ki har aan yahaa.n
apnaa ghar bhii hame.n aGyaar kaa ghar lagtaa hai
Bakhsh Layalpuri
Nazm
tu ne puchha hai mere dost!
ajnabiyyat ke azaabo.n kii malaamat kyaa hai
mehr-o-altaaf-o-inaayat ke fusuu.n-KHaane me.n
Saima Esma
Ghazal
ek aa.nsuu ajnabiyat kaa nadii bantaa gayaa
ek lamha thaa takalluf kaa sadii bantaa gayaa
Shehpar Rasool
Nazm
ajnabi kis KHwab ki duniya se aae ho
shanaasaa KHvaahisho.n kii KHushbu.e.n jalne lagii hai.n
ajnabiyat qurbato.n ke lams me.n sarshaar
Naseer Ahmad Nasir
Nazm
mulaqaten nahin phir bhi mulaqaten
biThaayaa baam-o-dar ko
ajnabiyat ke sitaaro.n se sajaayaa
Ain Tabish
Nazm
baDa shahr
aur mujhe ye gumaa.n saa hu.aa
ki ab ajnabiyyat kii diivaar girne ko hai


