SEARCH RESULTS
Showing search results for "akar ank 001 giri raj kishore magazines"
Ghazal MATCHES FOR "akar ank 001 giri raj kishore magazines"
Ghazal
gir pa.Dtaa huu.n aksar mai.n rah-e-ishq me.n jis jaa
ik marhala hotaa hai vo manzil nahii.n hotii
Raz Chandpuri
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Akbar Hyderabadi
Ghazal
zulmat hii pahle thii jo havaale me.n rah ga.ii
tasviir-e-kaa.enaat ujaale me.n rah ga.ii
Hasan Nizami
Ghazal
merii pahchaan hai kyaa meraa pata de mujh ko
ko.ii aa.iina agar hai to dikhaa de mujh ko
Ameer Qazalbash
Ghazal
mere ham-raah mire ghar pe bhii aafat aa.ii
aasmaa.n TuuT pa.Daa barq girii chhat aa.ii
Bekhud Dehlvi
Ghazal
raat bhar TuuTe hu.e KHvaab ke aazaar ke saath
kaun rotaa hai mirii aa.nkh kii diivaar ke saath
Nasira Zuberi
Ghazal
KHvaabo.n ke mahal TuuT ke gir jaate hai.n aksar
phir un se hii din apne sa.nvar jaate hai.n aksar
Naheed Kausar
Ghazal
maavaraa-e-ram-o-raftaar guzartii hu.ii shaam
saa.ns letii hu.ii siine me.n utartii hu.ii shaam
Usman Alvi
Ghazal
bujhne lage nazar to phir us paar dekhnaa
dariyaa cha.Dhe to naav kii raftaar dekhnaa
Ayub Khawar
Ghazal
jab mere ghar ke paas kahii.n bhii nagar na thaa
to is tarah kaa raah me.n luTne kaa Dar na thaa
Kunwar Bechain
Ghazal
Ilyas Raj Bhatti
Ghazal
vahshat thii hame.n bhii vahii ghar-baar se ab tak
sar maare hai.n apne dar o diivaar se ab tak
Meer Taqi Meer
Ghazal
rah-e-hayaat me.n jo tajraba kamaayaa hai
vahii har ek masaa.il me.n kaam aaya hai
Haresh Vanza
Ghazal
mujh se kyaa aur ab aaKHir ye havaa chaahtii hai
ek diivaar thii so vo bhii giraa chaahtii hai