SEARCH RESULTS
Showing search results for "al hayat research center mumbai"
Ghazal MATCHES FOR "al hayat research center mumbai"
Ghazal
rah-e-hayaat me.n kaa.nTe bichhe.n ki phuul khile.n
ye shart hai tirii jaanib vo raasta jaa.e
Masooda Hayat
Ghazal
Gam-e-hayaat kii ruudaad thii magar 'mumtaaz'
samajh liyaa use logo.n ne shaa.irii merii
Mumtaz Mirza
Ghazal
dekhe.n vafaa nikaahii me.n hai yaa mutaa'ii me.n
le.n imtihaan qibla-e-haajaat chand roz
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
rah-e-hayaat me.n kaa.nTe bikherne vaale!
hayaat bhii tire dar tak barahna-paa aa.ii
Rais Amrohvi
Ghazal
kaa.nTe rah-e-hayaat me.n har har qadam pe hai.n
phuulo.n kii sej ai 'zakii' yeh zindagii nahii.n
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Ghazal
kiyaa hai jab bhii tasavvur hayaat kaa 'mumtaaz'
har ek baar usii anjuman se guzre hai.n
Begum Mumtaz Mirza
Ghazal
mai.n talKHii-e-hayaat se ghabraa ke pii gayaa
Gam kii siyaah raat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Gam-e-hayaat ke maathe pe hai shikan dekho
badal na jaa.e zamaane kaa ye chalan dekho
Sadiq Naqvi
Ghazal
tho.Daa saa muskuraa ke nigaahe.n milaa.iye
mujh ko mirii hayaat kaa maqsad bataa.iye
Nasir Zaidi
Ghazal
shab-e-alam jo tirii yaad ke charaaG jale
ham apne aap se taa-der ro.e mil ke gale
Shariq Merthi
Ghazal
maanaa rah-e-hayaat me.n tanhaa hayaat hai
mahsuus ho rahaa hai ko.ii saath saath hai
Daud Nishat
Ghazal
kaaTii hai Gam kii raat ba.De ehtiraam se
aksar bujhaa diyaa hai charaaGo.n ko shaam se
Ali Ahmad Jalili
Ghazal
ik dikhaavaa rah gayaa bas dil se vo chaahat ga.ii
qais sahraa me.n gayaa to Gairat-e-vahshat ga.ii
Bilal Ahmad
Ghazal
laa.ii bahaar shauq ke saamaa.n na.e na.e
duniyaa na.ii na.ii sii dil o jaa.n na.e na.e
Mumtaz Mirza
Ghazal
ra.ng kuchh shoKH se tasviir me.n bhar kar dekho
zindagii shoKH hai is shoKH pe mar kar dekho
Mumtaz Mirza
Ghazal
bataa.uu.n kaise tumhe.n kaisii yaar guzrii hai
tumhaarii baat mujhe naagavaar guzrii hai
Yasmeen Moomal
Ghazal
niindo.n ko jab KHvaab me.n juutaa jaataa thaa
mai.n bas apne nain bhigotaa jaataa thaa