SEARCH RESULTS
Showing search results for "al-amaan"
Ghazal MATCHES FOR "al-amaan"
Ghazal
vahshat firaaq KHauf tiraa dhyaan al-amaan
kitnii balaa.e.n hai.n mirii mehmaan al-amaan
Iftikhar Haidar
Ghazal
aa ki duniyaa muntazir hai kab se istiqbaal ko
har zabaa.n par al-amaa.n hai ai amaa.n tere baGair
Mazharul Qayyum Mazhar
Ghazal
jo kuchh numaayaa.n hu.aa al-amaa.n ma.aaz-allaah
talattuf-o-karam-e-dostaa.n ma.aaz-allaah
Nazeer Muzaffarpuri
Ghazal
al-amaa.n ki suuraj hai merii jaan ke piichhe
aur saa.np baiThaa hai saa.ebaan ke piichhe
Yaqoob Yawar
Ghazal
are ye adl ye insaaf al-amaa.n un kaa
ki har zamiin mirii aur har aasmaa.n un kaa
Amjad Ali Ghaznawi
Ghazal
Bismil Dehlavi
Ghazal
jaa.n mutrib-e-taraana-e-hal-mim-maziid hai
lab parda-sa.nj-e-zamzama-e-al-amaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
vo tiraa husn-e-tajalli al-hafiiz-o-al-amaa.n
merii aa.nkho.n me.n mire dil me.n samaanaa yaad hai
Afzal Peshawari
Ghazal
merii navaa-e-shauq se shor hariim-e-zaat me.n
GulGula-haa-e-al-amaa.n but-kada-e-sifaat me.n
Allama Iqbal
Ghazal
al-amaa.n haalaat kii mahshar-KHiraamii al-amaa.n
Dagmagaa.e is qadar goyaa sambhal kar rah ga.e
Ain Salam
Ghazal
ab hai ye haal tanhaa.ii KHud chiiKHe hai
al-hafiiz al-hafiiz al-amaa.n al-amaa.n
Hamdoon Usmani
Ghazal
Mela Ram Wafa
Ghazal
sadaa-e-al-amaa.n diivaar-e-girya se palaT aa.ii
muqaddar kuufa o kaabul kaa jo mismaar honaa thaa
Umair Manzar
Ghazal
milaa junuu.n ko jo paiGaam-e-KHaar-paimaa.ii
dahaan-e-dasht se aavaaz-e-al-amaa.n aa.ii