SEARCH RESULTS
Showing search results for "al-hafiiz-o-al-amaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "al-hafiiz-o-al-amaa.n"
Ghazal
vo tiraa husn-e-tajalli al-hafiiz-o-al-amaa.n
merii aa.nkho.n me.n mire dil me.n samaanaa yaad hai
Afzal Peshawari
Ghazal
tere kuuche ke maze kab ko samajhtaa vaa.iz
us kii taskii.n ke liye zikr-e-iram achchhe hai.n
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
jaa.n mutrib-e-taraana-e-hal-mim-maziid hai
lab parda-sa.nj-e-zamzama-e-al-amaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
merii navaa-e-shauq se shor hariim-e-zaat me.n
GulGula-haa-e-al-amaa.n but-kada-e-sifaat me.n
Allama Iqbal
Ghazal
sadaa-e-al-amaa.n diivaar-e-girya se palaT aa.ii
muqaddar kuufa o kaabul kaa jo mismaar honaa thaa
Umair Manzar
Ghazal
aa ki duniyaa muntazir hai kab se istiqbaal ko
har zabaa.n par al-amaa.n hai ai amaa.n tere baGair
Mazharul Qayyum Mazhar
Ghazal
milaa junuu.n ko jo paiGaam-e-KHaar-paimaa.ii
dahaan-e-dasht se aavaaz-e-al-amaa.n aa.ii
Bilqees Jamal Barelwi
Ghazal
shab-e-firaaq me.n mai.n naala-o-fuGaa.n kartaa
to sun ke saaraa jahaa.n shor-e-al-amaa.n kartaa
Wafa Lakhnavi
Ghazal
zulm par baa.ndhe.n kamar to al-amaan-o-al-hafiiz
misl-e-cha.ngez ik balaa-e-be-amaa.n hote hai.n log
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
hashr me.n aaftaab-e-hashr aur vo shor-e-al-amaa.n
'asGar'-e-but-parast ne zulf kaa vaastaa diyaa
Asghar Gondvi
Ghazal
tum apne shahr me.n amn-o-amaa.n kii baat karo
jahaa.n sukuu.n hai vahaa.n log bad-havaas bhii hai.n
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Siraj Muneer
Ghazal
raqs me.n hai jahaa.n kaa jahaa.n aaj-kal
maa.nd hai gardish-e-aasmaa.n aaj-kal
Saeed-ul-Zafar Chughtai
Ghazal
raat kahtii thii diyo.n kii TimTimaahaT kab talak
tiirgii so.ii zamiir-e-kun-fakaa.n raushan hu.aa