SEARCH RESULTS
Showing search results for "al-haq"
Ghazal MATCHES FOR "al-haq"
Ghazal
tiraa husn-e-sehr thaa mumkinaat kii had na thii
kaf-e-dast par tire KHaar ugaa thaa ki phuul thaa
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
hamaare sar pe ko.ii haath thaa na saaya thaa
bas aasmaa.n thaa jise jaane kyuu.n banaayaa thaa
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
mai.n vahm bechtaa huu.n vasvase banaataa huu.n
sitaare dekhtaa huu.n zaa.iche banaataa huu.n
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
dasht-navardii me.n ko.ii saat thaa
mai.n bhii ajab manzar-e-baaGaat thaa
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
vajuud par inhisaar mai.n ne nahii.n kiyaa thaa
ki KHaak kaa e.atibaar mai.n ne nahii.n kiyaa thaa
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
shu.aa.o.n kii savaarii nuur kii raftaar hogii
magar ik KHaak-zaadii ham-safar hogii hamaarii
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
ajab uThaan liye thaa vo Gairat-e-shamshaad
tabaah-haal dilo.n kaa kahaa.n Thikaana thaa
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
vajuud par inhisaar mai.n ne nahii.n kiyaa thaa
ki KHaak kaa e'tibaar mai.n ne nahii.n kiyaa thaa
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
mahal hai aur sulagtaa uud hai aur jhaa.D-faanuus
lahuu se mushk a.azaa se shu.aa.e.n phuuTtii hai.n
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
zamaana jaantaa hai kaun thaa jo paar utraa
ki tuu ne pyaas aur darbaar ne dariyaa chunaa thaa
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
jihaad-e-ishq me.n ham aashiqo.n ko vaar denaa
ye qurbaanii KHudaa taufiiq de sau baar denaa
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
riyaazato.n se farishta-sifat to ho na sakii
mohabbat aa.ii hai taab-e-gunaah maa.ngtii hai
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
bahut hasii.n hai tiraa tarz-e-zindagii 'naazir'
javaab ko.ii nahii.n terii kaj-kulaahii kaa
Manzoor-ul-Haq Nazir
Ghazal
shiddat-e-karb se aa.nkho.n me.n na Thahre aa.nsuu
ham tire Gam kii hifaazat bhii kahaa.n tak karte
Manzoor-ul-Haq Nazir
Ghazal
parinde apne basero.n kii or jaane lage
ye lag rahaa hai ki ab raat hone vaalii hai