SEARCH RESULTS
Showing search results for "al-hazar"
Ghazal MATCHES FOR "al-hazar"
Ghazal
Mela Ram Wafa
Ghazal
zabaa.n-daraaz 'ziyaa.ii' ko rokiye saahab
ye maslahat kaa taqaazaa hai al-hazar KHaamosh
Akhtar Ziai
Ghazal
meraa marnaa tirii zulfo.n kaa pareshaa.n honaa
al-hazar gor-e-Gariibaa.n kii Daraunii raate.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
al-hazar piir-e-falak kii sar-kashii
dekhne me.n tuu hai utnaa munkasir
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
bedaad aur us pe ye taakiid al-hazar
aa jaa.e dam labo.n pe shikaayat na kiijiye
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
haq-ta.aalaa us ke zulfo.n se bachaa.e al-hazar
saamnaa hai do balaa.o.n kaa miraa dil ek hai
Imdad Ali Bahr
Ghazal
majaal hai ki tire aage fitna dam maare
kahegaa aur to kyaa pahle al-hazar to kahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jalaa de sham.a kii maanind tuu mujhe ai ishq
ki aur log zaraa tujh se al-hazar to kare.n
Suraj Narayan
Ghazal
apnii hastii kaa bhii ab aataa nahii.n mujh ko yaqii.n
al-hazar kaisaa junuun-e-shauq kaa anjaam hai
Salahuddin Faiq Burhanpuri
Ghazal
vaa.iz bhii hai.n vo zaat-e-giraamii ki al-hazar
ham-pallaa jin kaa dahr me.n shaitaa.n na ho sakaa
Shauq Bahraichi
Ghazal
rahbaro fitna-garo Gaarat-garaan-e-dii.n suno
al-hazar ab chaahtaa hai ye vatan husn-e-suluuk
Mohammad Ahmad
Ghazal
al-hazar ai saazish-e-husn-o-shabaab
kar diye dair-o-haram dono.n KHaraab
Mohammad Saeed Razmi
Ghazal
Farhan Salim
Ghazal
daur-e-haazir me.n sahaafat kaa galaa gho.nT diyaa
be-zamiiro.n ne sadaaqat kaa galaa gho.nT diyaa