SEARCH RESULTS
Showing search results for "al-hazar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "al-hazar"
Sher
al-hazar ye kaam duniyaa me.n tumhii.n se ho sakaa
chaahne vaale pe apne khii.nchnaa shamshiir kaa
Mirza Hadi Ruswa
Nazm
mashwara
al-amaan-o-al-Gayaas-o-al-hafiiz-o-al-hazar
ai mire hamdam KHudaa ke vaaste shaadii na kar
Asad Jafri
PAGE MATCHES FOR "al-hazar"
MORE MATCHES FOR "al-hazar"
Nazm
barkha-rut
al-amaan o al-hazar
ek husn-e-yaasmii.n ra.ngii.n bahaaro.n kaa hujuum
Akhtar Shirani
Ghazal
zabaa.n-daraaz 'ziyaa.ii' ko rokiye saahab
ye maslahat kaa taqaazaa hai al-hazar KHaamosh
Akhtar Ziai
Ghazal
meraa marnaa tirii zulfo.n kaa pareshaa.n honaa
al-hazar gor-e-Gariibaa.n kii Daraunii raate.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
al-hazar piir-e-falak kii sar-kashii
dekhne me.n tuu hai utnaa munkasir
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
bedaad aur us pe ye taakiid al-hazar
aa jaa.e dam labo.n pe shikaayat na kiijiye
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
haq-ta.aalaa us ke zulfo.n se bachaa.e al-hazar
saamnaa hai do balaa.o.n kaa miraa dil ek hai
Imdad Ali Bahr
Ghazal
majaal hai ki tire aage fitna dam maare
kahegaa aur to kyaa pahle al-hazar to kahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Mazahiya
maujo.n kaa uThnaa aur vo talaatum ki al-hazar
be-KHud hu.e ye sab ki na apnii rahii KHabar