SEARCH RESULTS
Showing search results for "al-mukhtasar"
Ghazal MATCHES FOR "al-mukhtasar"
Ghazal
al-muKHtasar nasiib se sab kuchh milaa mujhe
lekin phir ehtiyaat se bartaa nahii.n gayaa
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
labo.n tak aayaa zabaa.n se magar kahaa na gayaa
fasaana dard kaa al-muKHtasar kahaa na gayaa
Yazdani Jalandhari
Ghazal
al-muKHtasar hayaat ta.Dapne kaa naam hai
pahluu me.n dil rahe ki KHayaal-e-butaa.n rahe
Talib Baghpati
Ghazal
fazaa-e-shaam ziyaa-e-sahar usii se milii
kashish hayaat ko al-muKHtasar usii se milii
Ehteram Islam
Ghazal
'najma' na puuchh mujh se mirii daastaan-e-ziist
al-muKHtasar ki yaad rahuu.ngii jahaa.n ko mai.n
Najma Tasadduq
Ghazal
chalo bataataa huu.n al-muKHtasar ki kyaa hai safar
jahaa.n se aa.e ho us samt lauTnaa hai safar
Modassir Hasan
Ghazal
bijlii kii zad me.n aa gayaa fasl-e-bahaar me.n
al-muKHtasar yahii hai mere aashiyaa.n kaa haal
Raghunath Sahai
Ghazal
ab to KHushii hai haath me.n Gam hai na marg o ziist
al-muKHtasar ki terii razaa ban ga.e hai.n ham
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
tamaam maa'rke ab muKHtasar karuu.ngaa mai.n
ye ek siina kahaa.n tak sipar karuu.ngaa mai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
Anwar Sadiqui
Ghazal
taviil hijr hai ik muKHtasar visaal ke ba.ad
me.n aur ho gayaa tanhaa tire KHayaal ke ba.ad
Shakeel Azmi
Ghazal
husn-e-muKHtaar sahii ishq bhii majbuur nahii.n
ye jafaa.o.n pe jafaa ab mujhe manzuur nahii.n
Hasan Aabid
Ghazal
taviil soch hai aur muKHtasar lahuu meraa
garaa.n safar me.n hai zaad-e-safar lahuu meraa